Koi Samjhaye

Dil ki chot'on ne kabhi chain se rehne na diya

Jab chali sard hawa, maine tujhe yaad kiya

Koi samjhaiye, kya rang hai maikhane ka?

Aankh saaqi ki uthhe, naam ho paimane ka

Koi samjhaiye...

Koi, koi samjhai-, koi samjhai-
Koi samjhaiye, kya rang hai maikhane ka?
Aankh saaqi ki uthhe, naam ho paimane ka
Koi samjhaiye...

Garmi-e-shama ka afsana sunane waalo
Raks dekha nahi tumne abhi parwane ka
Raks dekha nahi tumne abhi parwane ka
Raks dekha...

Chashm-e-saaqi mujhe har gaam pe yaad aati hai
Chashm-e-saaqi, chashm-e-saaqi...
Chashm-e-saaqi mujhe har gaam pe yaad aati hai
Raasta bhul na jaaun kahi maikhane ka
Raasta bhu-

Ab to har shaam guzarti hai ussi kuuche mein
Ab to har shaam guzarti, guzarti, guzarti
Guzarti, guzarti, guzarti...
Ab to har, ab to har shaam guzarti hai ussi kuuche mein

Ye nateeja hua na se tere samjhane ka
Ye nateeja, ye nateeja...
Ye nateeja hua na se tere samjhane ka
Koi samjhaiye, kya rang hai maikhane ka?

Manzil-e-gum se guzarna toh hai aasan Iqbal
Man-, manzil-e, manzil-e, man-, manzil-e
Manzil-e-gum se guzarna toh hai aasan Iqbal
Ishq hai naam khud apne se guzar jaane ka
Ishq hai naam khud apne se guzar jaane ka

Koi samjhaiye, kya rang hai maikhane ka?
Aankh saaqi ki uthhe, naam ho paimane ka
Koi samjhaiye, kya rang hai maikhane ka?

Credits
Writer(s): Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link