Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai - Original

Apanee tasveer ko aankhon se lagaataa kya hai?

Ik nazar meri tharaf bhee, tera jaataa kya hai?

Meri rusvaae mein vo bhee hai baraabar ke shariq

Mere kisse mere yaaron ko sunaata kya hai?
Apanee tasveer ko aankhon se lagaataa kya hai?

Paas rahakar bhee naa pahchaan sakaa too mujko

Door se dekh ke ab haath hilaataa kya hai?
Door se dekh ke ab haath hilaataa kya hai?
Apanee tasveer ko aankhon se lagaataa kya hai?

Umr bhar apanae garebaan se ulajhane waale

Too muje mere hee saayen se daraata kya hai?
Apanee tasveer ko aankhon se lagaataa kya hai?

Main tera kuch bhee nahin hum magar itana to bataa

Dekh kar mujko tere zahan mein aathaa kya hai?
Dekh kar mujko tere zahan mein aathaa kya hai?
Apanee tasveer ko aankhon se lagaataa kya hai?
Ik nazar meri tharaf bhee, tera jaataa kya hai?
Apanee tasveer ko aankhon se lagaataa kya hai?

Credits
Writer(s): Shahzad Ahmad Shahzad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link