Teri Meri (From "Bodyguard")

Teri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka or ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Teri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Ik dooje se huey juda, jab ik dooje ke liye bane

Teri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Tumse dil jo lagaya
Toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yeh
Meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aysa khwaab dikhaya
Jab haqiqat mein usey tordna tha

Ik dooje se huey juda, jab ik dooje ke liye bane

Teri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri-meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Sara din beet jaaye
Saari raat jagaye
Bas khayal tumhara
Lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mitt jaaye faasle
Yeh tere mere darmayaan jo hain saare

Ik dooje se huey juda, jab ik dooje ke liye bane
Teri-meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye



Credits
Writer(s): Shabbir Ahmed
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link