yesu naam mila
Yeshu naam mila
Yeshu naam mila
Mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Yeshu naam mila
Yeshu naam mila
Mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Magar tum jo pehle duur the
Ab Masih Yeshu ne Masih ke khoon ke sabab se nazdeek ho gaye ho
Kyonki yeh mera woh ahed ka khoon hai
Jo bohoteron ke liye gunaahon ki maafi ke waaste bahaya jaata hai
Tune lahu ke katron ko mere liye baha diya
Tune jaan-badan dekar Yeshu mujhko bacha liya

Tere lahu se, tere lahu se, Yeshu ke lahu se
Masih ke lahu se mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Yeshu naam mila
Yeshu naam mila
Mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Kyonki Khuda ne humein dehshat ki rooh nahi
Balki qudrat aur mohabbat aur tarbiyat ki rooh di hai
Tera naam jo leta hai, wo zindagi paata hai
Teri raahon pe chalkar rooi naam mein paata hai

Tere rooh se, tere rooh se, Khuda ke rooh se
Tere rooh se mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Yeshu naam mila
Yeshu naam mila
Mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Ek kodhi Yeshu ke paas aaya aur ghutne tek kar kehne laga
"Agar tu chaahe toh mujhe paak saaf kar sakta hai"
Yeshu ko uss kodhi per taras aaya aur apna haath badha kar use chhuwa aur kaha
"Main chahta hoon ki tu paak saaf ho jaaye"
Fauran uss aadmi ka kodh jaata raha aur wo paak saaf ho gaya
Yeshu, teri huzuri mein qudrat aur jalaal hai
Yeshu, tere he haathon mein mojzaat kamaal hai

Tere chhune se, tere chhune se, Masih ke chhune se
Khuda ke chhune se mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Yeshu naam mila
Yeshu naam mila
Mera jeewan sanwar gaya
Mera jeewan sanwar gaya
Yeshu, ab mere jeewan ka ik tu he sahaara hai
Mere jeewan ki kashti ka, Yeshu, tu he kinaara hai

Yeshu, tu mila, haan, mujhse tu mila, haan, mujhe tu mila
Yeshu, tu mila, mera jeewan sanwar gaya

Credits
Writer(s): Kant Anil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.