Jab Pyar Nahin Hai
Jab Pyaar Nahi Hai Toh Bhula Kyun Nahi Dete
Khat Kisliye Raakhe Hain Jala Kyun Nahi Dete

Kis Waaste Likkha Hai Hateli Pe Mera Naam

Mein Harfe Ghalat Hoon Toh Mita Kyun Nahi Dete

Lillah Shabo Roz Ki Uljhan Se Nikaalo
Lillah Shabo Roz Ki Uljhan Se Nikaalo
Tum Mere Nahi Ho Toh Bata Kyun Nahi Dete

Reh Reh Ke Na Tadpaao Aye Bedard Maseehaa

Haathon Se Mujhe Zeher Pila Kyun Nahi Dete

Jab Iski Wafaaon Pe Yakeen Tumko Nahi Hai

Hasrat Ko Nigaahon Se Gira Kyun Nahi Dete

Credits
Writer(s): Hasrat Jaipuri, Sardar Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Keh Rahi Hai
- Tum Jo Aati Ho To
- Jab Pyar Nahin Hai
- Aye Sanam Tujhse Main
- Das Na Jayaen Mujhko Zulfen Kaliyan
- Mere Hum Safar
- Mein Uski Aankhon Se
- Hum Raton Ko Uth Uth Ke
- Chal Mere Saath Hi Chal
All Album Tracks: Nissar (A Collection Of Geets & Ghazals) >
Altri album
- Main Hawa Hoon Kahan Watan
- Kashish
- Khwab Basera - Ustad Ahmed and Mohammed Hussain
- The Great Ghazals
- Nissar (A Collection of Geets & Ghazals)
- Zindagi - The Life
- Aagosh
- Ai Saba
- Khayaal - Geets & Ghazals ( Live )
- Shamakhana - A Live Concert
All Albums of Ustad Ahmed Hussain feat. Ustad Mohammed Hussain >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.