Chup Chup Ke (From "Bunty Aur Babli")
dekh na meri sar se aasman ud gaya hain - 2
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se - 2
chup chup ke - 2 chori se chori chup chup ke - 2

dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hain
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se

hosh main main nahi yeh gashi bhi nahi
is sadi main kkabhi yeh hua bhi nahi
jism ghulne laga ruh galne lagi
pao rukne lage raah chalne lagi
aasman badalon par karvatein le raha hain
dekhna aasman hi barasne lage na zameen pe
yeh zameen kaunmilan ke dubkiyaa le rahi hain
dekhna uthke kandho pe chalne lage na kahi

tum kaho to ruke tum kaho to chale
yeh junoon hain agar toh junoon soch le
tum kaho to ruke tum kaho to chale
mujhko pehchaanti hai kaha manzilein
dekhna mere sar se aasman ud gaya hain

dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi se

chup chup ke chori se chori chup chup ke ke re

bunty ki bubbly aur bubbly ka bunti
bunty ki bubbly hue

Credits
Writer(s): Shankar Mahadevan, Gulzar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Afeemi (From "Meri Pyaari Bindu")
- Maana Ke Hum Yaar Nahin (From "Meri Pyaari Bindu")
- Phir Nayi (From "Qaidi Band")
- Bol Na Halke Halke (From "Jhoom Barabar Jhoom")
- O Re Piya (From "Aaja Nachle")
- Chup Chup Ke (From "Bunty Aur Babli")
- Chand Sifarish (From "Fanaa")
- Mere Haath Mein (From "Fanaa")
- Saans (From "Jab Tak Hai Jaan")
- Heer (From "Jab Tak Hai Jaan")
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.