Falsafa Pyar Ka Tum Kya Jano
Falsafaa pyaar ka tum kya jaano
Falsafaa pyaar ka tum kya jaano
Tumne kabhi pyaar naa kiya, tumne intazaar naa kiya

Kuubasurat ho, magar pyaar ke andaaz nahin
Ye kamee hai ki tumhaaraa koyi humaraaz nahin
Dil mein jab dard nahin, baath banegi kaise?
Saz chhedaa bhee, magar pyaar kee awaz nahin
Falsafaa, falsafaa pyaar ka tum kya jaano

Kaise samjhaoon ye najuk sa fasaanaa tumko?
Ye vo manzar hai jo mahsoos hua karthaa hai
Rahtee duniyaa mein vahee rahata hai mar kar zindaa
Pyaar ke naam pe jo jaan diya karthaa hai

Pyaar shirin ne kiya, pyaar hee laila ne kiya
Pyaar mira ne kiya, pyaar hee raadha ne kiya
Pyaar har rang mein logon ko sazaa detaa hai
Pyaar ke parde mein hum sabakaa khuda rahata hai

Credits
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Yeh Dharti Hindustan Ki
- Jawan Tum Ho Jawan Ham Hai
- Dooriyan Nazdikiyan Ban Gayi
- Duniya Isi Ka Naam Hai
- Falsafa Pyar Ka Tum Kya Jano
- Tuhi Meri Laxmi Tuhi Meri Chhaya
All Album Tracks: Duniya (Original Motion Picture Soundtrack) >
Altri album
- Zamana Hai Agar Ek Hum Na Honge
- Tumse Achchha Kaun Hai (Lofi) - Single
- Dheere Dheere Bol X Tune O Rangeele - Single
- Kya Hua Tera Wada (LoFi Mix) - Single
- Chal Ud Jare Panchhi (Million Jhankar Beats) - Single
- Basti Basti Parbat Parbat (Million Jhankar Beats) - Single
- Melodic Masters, Vol. 1 (Jhankar Beats)
- Dil Ke Jharokhe Mein (LoFi Flip) - Single
- Yeh Duniya Yeh Mehfil (Lofi) - Single
- Main Zindagi Ka Saath (Lofi Mix) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.