Pyar Kiya Nahin Jata

Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan

Pehlee-pehlee "naa" ka aadha matlab hai "haan"

Ye raat bhee hai kuch aaj garm
Mere dilbar ka bhee mizaaj garm
Ye raat bhee hai kuch aaj garm
Mere dilbar ka bhee mizaaj garm
Haay kya kehna, haay kya kehna

Husn agar hai garm to garma-garm hai ishq ke aramaan
Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan
Are, pehlee-pehlee "naa" ka aadha matlab hai "haan"

Har dil ka qaatil ishq-ishq
Phir bhee hai manzil ishq-ishq
Har dil ka qaatil ishq-ishq
Phir bhee hai manzil ishq-ishq
Haay, ishq-ishq, haay, ishq-ishq

Ishq agar naa ho to duniyaa kee mehafil hai viraan
Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan
Are, pehlee-pehlee "naa" ka aadha matlab hai "haan"
Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan

Dil aathaa hai bas ek baar
Phir kyun naa kar len pyaar-pyaar?
Dil aathaa hai bas ek baar
Phir kyun naa kar len pyaar-pyaar?
Bas ek baar, haay, pyaar-pyaar

Are, daal ke aankhen aankhon mein, muje pyaar se kah de "balmaa"
Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan
Pehlee-pehlee "naa" ka aadha matlab hai "haan"
Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan
Pyaar kiya nahin jaataa, ho jaataa hai meri jaan

Credits
Writer(s): Rajinder Krishan, Chitragupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link