Ye Duniya Banana

Ye duniyaa banaanaa aur banaake phir chalaanaa bas usi ka kaam hai
Badaa joardaar unka intjaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai
Raat ko hee raat parabhaat ko parabhaat shaam hee ko sham hai
Badaa joardaar uska intazaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai

Ye duniyaa banaanaa aur banaake phir chalaanaa bas usi ka kaam hai
Badaa joardaar unka intjaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai

Jal pe hai thal aur thal pe aasamaan hai
Phir bhee ek duje na boj ke samaan hai
Jal pe hai thal aur thal pe aasamaan hai
Phir bhee ek duje na boj ke samaan hai
Gajab ka ye jahaan hai
Bin khambe ka makaan hai

Gajab ka ye jahaan hai
Bin khambe ka makaan hai
Jaha ka ek ek tan uska gulam hai
Badaa joardaar uska intazaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai

Ye duniyaa banaanaa aur banake phir chalanaa
Bas usi ka kaam hai
Badaa joardaar uska intazaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai

Surya chandar taareephen apanae dharm se na tal sake
Insaan kee majaal kya jo uska karm badal sake
Surya chandar taareephen apanae dharm se na tal sake
Insaan kee majaal kya jo uska karm badal sake

Ik phool bhee khile nahin ek patta bhee hill nahin
Ik phool bhee khile nahin ek patta bhee hill nahin
Saare jahaan kee uske haath mein uske lagaam hai
Badaa joardaar uska intazaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai

Ye duniyaa banaanaa aur banake phir chalanaa
Bas usi ka kaam hai
Badaa joardaar uska intazaam hai
Ho badaa jabar dast uska intazaam hai



Credits
Writer(s): Bharat Vyas, Pt. Shivram
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link