Mohit Chauhan feat. Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Javed Sheikh, Piyush Mishra & Sushma Seth -
Tamasha
Matargashti
Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak-bhadak mein
Ole gire sulagte se, sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein to socha phir
Geela hua hai jo sukhaana, ho, ho, ho (brrmm)
Chaahe zanana ya mardaana, ho, ho, ho, ho
(Attention)
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Chirkut zindagi, you know
Tu hi hai wo
Jis se khela tha main Kho-Kho
Khela Kho-Kho
Tu hai Laila, Shirin, Sohni, Juliet, sun lo
Mujhko dhoondo na jungle belon mein
WhatsApp pe hoon, ha, ha, ha, ha, ha
Na tera, na mera zamana, ho, ho, ho
Na yeh zanana na mardaana, ho, ho, ho, ho
Pakad paana
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Chirkut zindagi, you (au!)
Tu hi hai wo
Jisne khainchi meri dhoti, dhoti khainchi
Ab tu dhoonde kahaan bande
Na main Kaaba, Kashi, main Twitter pe hoon
D.P. meri dekho (hu-hu-hu-hu...)
Sun re sun, beliya
Dil ne dhokha diya
Aankhein mili tumse naazni
Mere hosh-o-hawaas kho gaye
Ho, dil ne ro-ro kaha
"Yeh aankhein hai dil ki zubaan
Khwaab roz-roz dekhe naye"
Ho, dil ka bhanwar bole, "Sun, saathiya
Chhup na dupatte mein tu, oh, chhaliya"
Prem pujaari ke dil ka bayaan hota raha
Rota raha, priye
To phir
Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak-bhadak mein
Ole gire sulagte se, sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein to socha phir
Geela hua hai jo sukhaana, ho, ho, ho
Chaahe zanana ya mardaana, ho, ho, ho, ho
(Attention)
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Chirkut zindagi, you know
Tagdi tadak-bhadak mein
Ole gire sulagte se, sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein to socha phir
Geela hua hai jo sukhaana, ho, ho, ho (brrmm)
Chaahe zanana ya mardaana, ho, ho, ho, ho
(Attention)
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Chirkut zindagi, you know
Tu hi hai wo
Jis se khela tha main Kho-Kho
Khela Kho-Kho
Tu hai Laila, Shirin, Sohni, Juliet, sun lo
Mujhko dhoondo na jungle belon mein
WhatsApp pe hoon, ha, ha, ha, ha, ha
Na tera, na mera zamana, ho, ho, ho
Na yeh zanana na mardaana, ho, ho, ho, ho
Pakad paana
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Chirkut zindagi, you (au!)
Tu hi hai wo
Jisne khainchi meri dhoti, dhoti khainchi
Ab tu dhoonde kahaan bande
Na main Kaaba, Kashi, main Twitter pe hoon
D.P. meri dekho (hu-hu-hu-hu...)
Sun re sun, beliya
Dil ne dhokha diya
Aankhein mili tumse naazni
Mere hosh-o-hawaas kho gaye
Ho, dil ne ro-ro kaha
"Yeh aankhein hai dil ki zubaan
Khwaab roz-roz dekhe naye"
Ho, dil ka bhanwar bole, "Sun, saathiya
Chhup na dupatte mein tu, oh, chhaliya"
Prem pujaari ke dil ka bayaan hota raha
Rota raha, priye
To phir
Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak-bhadak mein
Ole gire sulagte se, sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi na akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein to socha phir
Geela hua hai jo sukhaana, ho, ho, ho
Chaahe zanana ya mardaana, ho, ho, ho, ho
(Attention)
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi
Phainka naya paasa
Phir de gayi jhaansa
Aivein mujhe faansa
Chirkut zindagi, you know
Credits
Writer(s): A. R. Rahman, Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.