O Re Khuda
O re khuda, yeh tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya
O re khuda, yeh tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya
Meri zindagi ki har khushi mein shaamil tum ho
Meri bandagi ki har ghadi mein shaamil tum
Maine jitni bhi duaayein maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka ho haasil tum
Ik mauj hoon main aur mera saahil tum ho
Aur ik safar hoon main hoon, meri manzil tum
Ho maine jitni bhi duaayen maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka ho haasil tum
O re khuda, yeh tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya
O re khuda, yeh tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya
O re khuda...
Meri zindagi ka khushnuma sa mausam tum ho
Ho meri tishnagi ka manchala sa saawan tum
Kab se mujhe tamanna hai tumko paane ki
Ab chhod bhi do mujhko aazmana tum
O mere raaste mein baadalon ka aana tum ho
Mere dhoop mein ho baarishon ka aana tum
Tumhe yaad karta rehta hoon main din mein, shab mein
Meri yaad se kabhi na door jaana tum
O re khuda, yeh tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya
O re khuda, yeh tune kya kiya
Gham de diya, gham de diya
Dil ke mehmaan, teri yaad liye, baithe hain
Zabt-e-dil kis se kahe, zabt ki yeh baithe hain
Maut se keh do faraz, hum ko naa majboor kare
Jinki yeh cheez hai hum unko diye baithe hain

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Sayed Qadri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.