Mumkin Nahin
Jaanu main na jaane dil, kya khwahish jagi hai
Kyun aankhon ko bhi kuch hua
Jaagi jaagi rehti hain, kahaan neendhein gayi hain
Ka hone laga hai tu bata
Tere labhon pe hai mili mere labhon ko zindagi
Tere bina ab saans loon mere liye mumkin nahi
Meshsoos yeh hota hai tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi
Mumkin nahi, mumkin nahi
Wo oo...
Mujhko chhipa le tu, khud mein hi kahin pe
Main bhool jaaun yeh jahaan (yeh jahaan)
Faasla kabhi naa ho, dil chaahe yahi toh
Dhadkan tere bin hai kahaan
Meri nazar kehne lagi tu saamne ho har ghadi
Bas ik tere chehre bina duniya meri mumkin nahi
Paaya tujhe toh hai laga poori hui koi kami
Tujhse judaa main ab rahoon khwaabon mein bhi mumkin nahi

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Kumaar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.