Allah Hu
Dhondta tujhe har manzar mein yoon baka hoya mein
Masjidon or mehkhanon ko bhi chor aaya mein
Justajoo saare alam ko ay khudaya teri
Mil na paye ga tu inko jaan aaya mein
Tujhko dhoondte hain ye nafraton mein dil mein ghubaar bhar ke
Ye na jaante ke tu bas raha hai tootey hoye dil mein
Tera ghar nahin hai masjidon mein or mandiron mein Allah
Tu tou har jaga hai har ghari hai paas hi hai
Allah Hu
Allah Hu
Allah
Munsifon nein naam pe teri zulm kesa dhaya
Chaar din ki iss zindagi ko talk hai banaya
Jal rahe hain kion sadiyon se bewaja ye bande
Dekhta hai kia zameen par kion nahin tu aata
Lakhon beguna bandon ki aahein sun raha hai phir tu
Teri aas par jo jee rahein hain vo jal rahein hain phir kion
Maana aarzi hai zindagi or imtehan hai dunya
Par munsif agar hai tu rokta nahin zalimon ko kion

Credits
Writer(s): Roshaan Sherwani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.