Lapata
Chayn dil ko aik pal nahi hai kuch dhoondta chala jaye
Kon hoon mein kion jee raha hoon ye sochta chala jaye
Khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein

Kion darbadar phiroon
Khud ki khoj mein
Lapata ke
Mera aashiyaan hai kahan
Dhoondta chala jaye
Kuch dhoondta chala jaye
Dhoondta chala jaye
Kuch dhoondta chala jaye
Kon hoon mein kion jee raha ye sohta chala jaye
Jee raha hoon jis ke liye usey dhoonta chala jaye
Raasta hai ik teri yor ka kheenchta chala jaye
Iss jahan se aage jahan hai usey dhoonta chala jaye
Lapata hoon
Dil pareshan hai
Ghar mera hooo
Jane kahan hai
Zindagi bhi
Sard weeran hai
Ghar mera koi batlade
Jaane kahan hai

Kion darbadar phiron
Khud ki khoj mein
Lapata ke
Mera aashiyan hai kahan
Dhoondta chala jaye
Kuch dhoondta chala jaye
Dhoondta chala jaye
Kuch dhoondta chala jaye
Jab liya kadam teri yor ko raasta nazar aaya
Na gaya tha koi jahan wahan aashiyan nazar aaya
Ishq nein churaya mazhab mera khud mein tujko jo paya
Ankh jo khuli neendh se meri raaz ab samajh aaya
Ik taraf hai kafla saara
Ik taraf hain dil ki raahein
Tanhaa jana
Kia karoon mein kis taraf jana
Chaar Dinon Ka Khwaab hai gar ye
Kion ghabaran?

Credits
Writer(s): Roshaan Sherwani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.