Khoya Zamana

Khoya zamana
Khoye hum yaha

Leke rab ka naam tu karta aise kaam
Mandiro mein kitabo mein tu dhundta bhagwan
Ye saale teri reet kaisi hinsak teri pehchaan
Ram ram ka geet lagake karta ulte kaam
Bhooki na murtia fir bhi chadhata bhog
Kaisa waqt purani soch ye
Lagta jaise koi rog tu bhi
Samjhe na tu jaane kya
Mat sun sabki har roz
Kin kin din dil khush kar paya tu bas
Sar uthake bol
Jaana maana maine samjha ke ye saara karma
Par ab na
Sunuga mai sabka
Jo bhi mera rab ka par ab mera satka
Laga mujhe jhatka sar mera khatka
Insan ke naam pe dhabba
Chahata kya tu batade yar
Thode din kuch soye dilo ko jagade tu
Bacche jo chahe karne do
Ho sake toh roklo
Jo dil jo mann jo chahe saala waisa faisla lo
Kitni ye baat choti andekha karte log
Beta tu wohi karega
Jo mai kahuga
Band karo ye joke

Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha

Khudki taakat pe kar shaq
Karta andhvishwas
Jaane tu na kitna khaas
Kar kuch aisa sab kare naaz
Gareebo ki roti na cheen
Kama na do numbri paisa
Jeele aisa pal ho aakhri jaisa
Sab sab sabkuch rab rakha ab lagraha
Jaise phool bejaan panchi nadaan
Benaam laachar
Kaisi chori seena zori ab hai saari
Kheecha taani bhaaga daudi
Beimaani pareshani sar bhaari
Baatein meri kisine na kabhi maani
Meri baari aagayi ab
Jaankar bhi anjaan hogaye nadaan
Kyu khamosh baithi ye janta
Karo jaagne ka kaam
Haarkar bhi haar na maan tu jitega wo saare inaam
Banega wo naam karega tu kaam
Sare aam hogi shaam jab lagega wo jaam
Thodi saburi thodi shraddha khudme rakh
Meri na sun par mera sai na galat
Lagi ye latt dhunde jhalak log bhagwan teri
Kya jaane ye karmo mein inke
Chupi tasveer teri

Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha
Khoya zamana
Khoye hum yaha



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link