Chuloon Aasmaan - Reprise

Jagmagate iss jahaan ke Bech main Jee raha
Aasman ko chhuti emaratein kahin yahan
Sadko pe rehti itni bhed hai kyon yahan
Anjane main hona jau kahin gumshuda
Jawabon se kaie zyada sawaal hai
Nazdikiyaan hui lekin hai faansle
Sabki apni khudki apni hai Manzilein
Manzilon ko milein yahin se Raaste

Chuloon Aasmaan Chuloon Aasmaan
Kuch kar dikhana hai
Chuloon Aasmaan Chuloon Aasmaan
Ban sitara jaana hai
Chuloon Aasmaan Chuloon Aasmaan
Kuch kar dikhana hai
All on my own

Naya safar hai lamhon ki kahani hasein
Pal aur hai din naya
Usmain chhupa Umeedoin sa Suhana
Har din hai ek nayi Subah
Naya safar hai lamhon ki kahani haseein
Pal aur hai din naya
Usmain chhupa Umeedoin sa Suhana
Har din hai ek nayi Subah
Joh beeta voh kal jaane do
Shekve-gille thamb Jaane do
Mili joh voh hai Roshni
Saarein Khwaab paane ko

Aankhein khuli aur dekhu sapna
Joh bhi chahiye voh kal apna
Haath ki lakeer pe mujhe shaqh na
Dafnaye kaafi khwaab par
Bas ab na
Upar dekhu main bhale khoon behta
Main sab sehta
Dard gehra jab pyaar behra
Main sab sehta
Rakh khudpe yakeen jaise
Tu voh heera
Kamyaab mera kal
Ye mera Haq na
Aa saath mere chal
Padega raat mai jagna
Tab dimaag sota aur
Dil ye jaagta
Kadi mehnat mai
Nahi thakta
Chuna aasmaan bas aur yehi rehna
Junoon lagan sabr
Meri zehen mai hai na
Ab saath dena
Mera yehi hai kehna

Chuloon Aasmaan Chuloon Aasmaan
Kuch kar dikhana hai
Chuloon Aasmaan Chuloon Aasmaan
Ban sitara jaana hai
Chuloon Aasmaan Chuloon Aasmaan
Kuch kar dikhana hai
All on my own



Credits
Writer(s): Abhijeet Jango
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link