Tanhayie

Anjane log anjani duniya
Jhute chehre jhuti khushiyan
Rishte khoon ke kehlate hai yahan
Lekin behta hai khoon har jagah
Insaaf paya jata hai jahan
Udne do inn parindon ko wahan
Shaitaniyat se tab hoga rihaa voh insaaan

Tanhayie Tanhayie

Hai tu kahan mere khuda
Hai jal rha yahan pe tera jahan
Jin rahoon se guzare hum
Har kadam dhunde tere nishaan
Insaaf paya jata hai jahan
Udne do inn parindon ko wahan
Shaitaniyat se tab hoga rihaa voh insaaan

Tanhayie Tanhayie

Phir umeed hai jaggi
Hosala rakh kar yakeen

Tanhayie Tanhayie



Credits
Writer(s): Shubham Jadhav
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link