1947

Teray shehr ki gallion main hai
Sochta hoon meri jaan
Ye kia se kia hogaya
Main hijrat ki baahon mai teray liay
Ye shair ke khwaab ko kia hogaya
Ye kia se kia hogaya

Teray aashiq hain azalon se soe nahi
Teray haakim hain sab kuch par insaan nahi
Iss parcham ke saae talay
Ham sab kuch par aik nahi

Umeed hain jaagain gae wohi jawaan
Jo tujh pe marnay se dartay nahi
Ab ye bilkul bhi mushkil nahi

Apnay par zulmat ke raaj ko dekh
Main kab tak yoohin chup rahoon
Ab ye bilkul bhi mumkin nahi

Teray aashiq hain azalon se soe nahi
Teray haakim hain sab kuch par insaan nahi
Iss parcham ke saae talay
Ham sab kuch par aik nahi

Mera dil teray shehr ki galion main gum
Meri manzil ki rah teri mitti main hai
Teray aashiq hain azalon se soe nahi
Teray haakim hain sab kuch par insaan nahi
Main kion chup rahoon?
Kia kuch na kahoon?
Haqiqat ka taaluq andheron se kion?
Ni re gaaaa re saaaaa



Credits
Writer(s): Mehdi Maloof
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link