Peero (feat. Talal Qureshi)
Peero yeh kesa iztarab
Peero yeh kesi gandi khali kali gali jesi shaam
Peero hum dunia daari mein bhe bachpan hee say thay bilkul baikaar
Haan jis ko dil say seedha jana dunia ulta samjhi kaam
Aur peero banda tu mein acha tha par dost meray bilkul namakool
Aur peero banta tu mein burger tha par aslan dakiyanoos
Lekin sureeli mein apni awaz ki waja say tha mashoor
Han Peero bansari bajaon mein tu sab mein hi maqbool
Peero dou number sakoon mein apni rahon pay maghroor
Peero peero peero peero
Nur e mashrik ka nazool mangay afsurda saroor
Peer peer peer peer
Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur
Dur dur dur dur
Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur
Dur dur dur dur
Kha kay bay maqsad thaphar teacher
Socha kuch aisa tha zaroor
Lagtay bay maqsad maqtab jitnay bhe hain maghrib say mansoob
Aur alim fazil bhe hain peero kesay saray mantak mein majzoob
In asbaaq kay auraaq mein alfaaz neech, oonch la shaor
Peero jab jhooti ho zaban
Kesay poori ho namaz
Peero peero peero
Han peero mit gaye laqeer
Banday ban gaye faqeer
Peer peer peer
Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur
Dur dur dur dur
Dunia mujh say dur dur dur dur dur
Dur dur dur dur
Duur
Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur
Dur dur dur dur
Haqeeqat nukta mein hai aam, meray shash le aam
Peer peer peer peer
Har waqt tera he sawaal kertha rehta hai yeh guitar

Credits
Writer(s): Mehdi Maloof
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.