Doob Ja
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Akela main rehne laga tha
Panno pe behne laga tha
Ojhal na hota main aankhon se
Inn lafzo se kehne laga tha
Akela main rehne laga tha
Tarazu pe gehna rakha tha
Hai sangat thi khud ki hi pehle se
Ba sharte main behne laga tha
Akela main rehne laga tha
Inn lehro mein behka main kehna laga tha
Phisalne laga tha sambhalne laga tha
Inn vehmo ko halka sehne laga th
Sehta sehta tujhe kuch ni kehta
Tera paas baitha har lafz behta
Na bol kehte main bhi bol sehta
Bad waqt sehta har dam hu sehta
Wajib kala hai
Har sangat gawah hai
kuch na dikha hai
To na ho saza hai
Jo kuch na dikha hai
To na ho saza hai
Visangat kabhi kabhi sehmat
Pohcha yahan lagi mehnat
Mera na kuch teri rehmat
Main tera aina aur tu meri ainak
Hain kuch hi jo khud mein jhalki teri dekh paye
Baaki saare tujhe bech aye
Karta koshish ki tu wapas aye
Dikhaye ye anginat wajahein
Kashti mein baithe mei dekhu jahan ko iss
Khelu yaha pe fir
Teiru mei lehroh pe
Chehre pe hasi hai
Kitne yeh zindagi jeene ke zariye
Dekhe nazariye mene
Mujhe laga sahi hai
Khichhi hui lakheerein mere haathon
Voh vahi hain
Bana mei hoon kaun
Bana doon yaha pe kuchh bhi
Andar hai ye mere
Aasmaaan ho ya prithvi
Tere hi toh charchon se bana mei hoon kuchh bhi
Tere hi toh lafzon mei lipta mei khud bhi
Bhoole tere baare yeh vyakti
Tujhpe jeevan udhaar hai
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
(Pata nahi yaar, mujhe pata hi nahi hai ki main kya kar raha hu)
(Samajh hi nahi aa raha)
(Kisi ko bhi nhi pata)
(Chal wo alag baat hai)
(Doesn't make it any easier)
(Kya karu main)
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Akela main rehne laga tha
Panno pe behne laga tha
Ojhal na hota main aankhon se
Inn lafzo se kehne laga tha
Akela main rehne laga tha
Tarazu pe gehna rakha tha
Hai sangat thi khud ki hi pehle se
Ba sharte main behne laga tha
Akela main rehne laga tha
Inn lehro mein behka main kehna laga tha
Phisalne laga tha sambhalne laga tha
Inn vehmo ko halka sehne laga th
Sehta sehta tujhe kuch ni kehta
Tera paas baitha har lafz behta
Na bol kehte main bhi bol sehta
Bad waqt sehta har dam hu sehta
Wajib kala hai
Har sangat gawah hai
kuch na dikha hai
To na ho saza hai
Jo kuch na dikha hai
To na ho saza hai
Visangat kabhi kabhi sehmat
Pohcha yahan lagi mehnat
Mera na kuch teri rehmat
Main tera aina aur tu meri ainak
Hain kuch hi jo khud mein jhalki teri dekh paye
Baaki saare tujhe bech aye
Karta koshish ki tu wapas aye
Dikhaye ye anginat wajahein
Kashti mein baithe mei dekhu jahan ko iss
Khelu yaha pe fir
Teiru mei lehroh pe
Chehre pe hasi hai
Kitne yeh zindagi jeene ke zariye
Dekhe nazariye mene
Mujhe laga sahi hai
Khichhi hui lakheerein mere haathon
Voh vahi hain
Bana mei hoon kaun
Bana doon yaha pe kuchh bhi
Andar hai ye mere
Aasmaaan ho ya prithvi
Tere hi toh charchon se bana mei hoon kuchh bhi
Tere hi toh lafzon mei lipta mei khud bhi
Bhoole tere baare yeh vyakti
Tujhpe jeevan udhaar hai
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
(Pata nahi yaar, mujhe pata hi nahi hai ki main kya kar raha hu)
(Samajh hi nahi aa raha)
(Kisi ko bhi nhi pata)
(Chal wo alag baat hai)
(Doesn't make it any easier)
(Kya karu main)
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Doob ja is khwab mein
Jana tu kyu abtak lade
Khol aankhein raat mein
Tere saath hain hum sab khade
Credits
Writer(s): Raghav Mittal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.