Haseen Mashooq
Jo mujhme dikh raha
Voh tera aks
Jo main gava chuka
Voh mera waqt
Ha main khamosh hu
Hua na arz
Tu jaa chuka magar
Bacha ye dard
Ye din nikal gaya
Magar voh baaki raat hai
Main aage bhadh gaya
Magar ha teri aas hai
Zamana puchta ke
Aisa kya hua hashar
Jo beete ghaav pe
Bikhar gaya jo kaach hai
Mashooq tu haseen hai
Magar nahi qareeb hai
Meri zindagi me rang nahi
Teri shame sab rangeen hai
Mashooq tu haseen
Kabhi toh dil se baat ker
Kaisa guruur
Kabhi toh aankhein chaar ker
Halaat per
Has na mere jaanker
Tu apsara jaha ki
Mere paas bas zameen hai
Mashooq tu haseen hai
Magar nahi qareeb hai
Meri zindagi me rang nahi
Teri shame sab rangeen hai
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Ha banke tajdaari
Mene haar maani
Bana ke shayari me
Likh chuka main baate saari
Voh shaqs ja chuka hai
Bolker ke thi khata
Magar ye darr toh mujhme
Aaj ghar bana chuka
Na bein vajha
Main kerta shaq hu chehro pe
Jab apno pe yakeen na
Toh kaise hoga gairo'n pe
Ye duniya rangamanch
Ghungroo mere pairo me
Samajhna chahu tumko
Par main uljha hu kirdaaro me
Ha shehro me
Ye shor kaisa aaj kal
Khamosh hai ye dil mera
Sehma raha main saal bhar
Yaad ker
Aise na anjaan ban
Jo chodhna hi tha toh
Kyu kaha ke mujhse pyaar ker
Teri vajha se saare rishte
Ab hai khaak lagte
Ye vaade karne vaale
Log ab nadaan lagte
Kehna asaan hai
Ke aage bhadh ja bhool sab
Par aisi chot ko
Bhulane me bhi saal lagte
Mujhe samajhna hai toh
Samajh ye shabd
Main tumsa shaukiya ni
Hai mujhme fark
Bura main sochta ni
Koi ho shaqs
Main khushiya baat apni
Bahadu ashq
Jo thaamta tha haath
Aaj voh lachaar hai
Bazaro me laga na
Uska kuch bhi daam hai
Jaha do din ke rishte
Reh gaye hai aaj kal
Vaha dil ashiqo ko
De raha salaam hai
Ye dil mera azeez hai
Na khelne ki cheez hai
Tujhko gaadiyo ka shauk haan
Per banda ye faqeer hai
Mashooq tu haseen
Kabhi toh dil se baat ker
Kaisa guruur
Kabhi toh aankhein chaar ker
Halaat per
Has na mere jaanker
Tu apsara jaha ki
Mere paas bas zameen hai
Mashooq tu haseen hai
Magar nahi qareeb hai
Meri zindagi me rang nahi
Teri shame sab rangeen hai
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Voh tera aks
Jo main gava chuka
Voh mera waqt
Ha main khamosh hu
Hua na arz
Tu jaa chuka magar
Bacha ye dard
Ye din nikal gaya
Magar voh baaki raat hai
Main aage bhadh gaya
Magar ha teri aas hai
Zamana puchta ke
Aisa kya hua hashar
Jo beete ghaav pe
Bikhar gaya jo kaach hai
Mashooq tu haseen hai
Magar nahi qareeb hai
Meri zindagi me rang nahi
Teri shame sab rangeen hai
Mashooq tu haseen
Kabhi toh dil se baat ker
Kaisa guruur
Kabhi toh aankhein chaar ker
Halaat per
Has na mere jaanker
Tu apsara jaha ki
Mere paas bas zameen hai
Mashooq tu haseen hai
Magar nahi qareeb hai
Meri zindagi me rang nahi
Teri shame sab rangeen hai
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Ha banke tajdaari
Mene haar maani
Bana ke shayari me
Likh chuka main baate saari
Voh shaqs ja chuka hai
Bolker ke thi khata
Magar ye darr toh mujhme
Aaj ghar bana chuka
Na bein vajha
Main kerta shaq hu chehro pe
Jab apno pe yakeen na
Toh kaise hoga gairo'n pe
Ye duniya rangamanch
Ghungroo mere pairo me
Samajhna chahu tumko
Par main uljha hu kirdaaro me
Ha shehro me
Ye shor kaisa aaj kal
Khamosh hai ye dil mera
Sehma raha main saal bhar
Yaad ker
Aise na anjaan ban
Jo chodhna hi tha toh
Kyu kaha ke mujhse pyaar ker
Teri vajha se saare rishte
Ab hai khaak lagte
Ye vaade karne vaale
Log ab nadaan lagte
Kehna asaan hai
Ke aage bhadh ja bhool sab
Par aisi chot ko
Bhulane me bhi saal lagte
Mujhe samajhna hai toh
Samajh ye shabd
Main tumsa shaukiya ni
Hai mujhme fark
Bura main sochta ni
Koi ho shaqs
Main khushiya baat apni
Bahadu ashq
Jo thaamta tha haath
Aaj voh lachaar hai
Bazaro me laga na
Uska kuch bhi daam hai
Jaha do din ke rishte
Reh gaye hai aaj kal
Vaha dil ashiqo ko
De raha salaam hai
Ye dil mera azeez hai
Na khelne ki cheez hai
Tujhko gaadiyo ka shauk haan
Per banda ye faqeer hai
Mashooq tu haseen
Kabhi toh dil se baat ker
Kaisa guruur
Kabhi toh aankhein chaar ker
Halaat per
Has na mere jaanker
Tu apsara jaha ki
Mere paas bas zameen hai
Mashooq tu haseen hai
Magar nahi qareeb hai
Meri zindagi me rang nahi
Teri shame sab rangeen hai
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Mashooq tu haseen hai
Mashooq tu
Credits
Writer(s): Akhil Redhu
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.