Bulleya (From "Sultan")
Kuch rishton ka namak hi doori hota hai
Na milna bhi bahut zaroori hota hai
Dum-dum, dum-dum
Tu mera dum-dum, dum-dum
Mera har dum-dum, dum-dum
Tu mera dum-dum, dum-dum
Mera har dum-dum, dum-dum
Dum-dum, dum-dum, dum-dum
Dum-dum, dum-dum, dum-dum
Tu baat kare ya na mujhse
Chahe aankhon ka paigaam na le
Par yeh mat kehna, arey, oh, pagle
"Mujhe dekh na tu, mera naam na le"
Tujhse mera deen-dharam hai, mujhse teri khudaai
Tujhse mera deen-dharam hai, mujhse teri khudaai
Tu bole toh ban jaaun main Bulleh Shah saudaai
Main bhi naachoon...
Main bhi naachoon, manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah, Bulleya
Main bhi naachoon, rijhaun sohne yaar ko
Karoon na parwaah, Bulleya
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Mera mehram tu, marham tu
Mera dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Maana, apna ishq adhoora
Dil na ispe sharminda hai
Poora hoke khatam hua sab
Jo hai aadha woh hi zinda hai
Ho, bethi rehti hain ummeedein
Tere ghar ki dehleezon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil yeh mera wahi parinda hai
Bakhshe tu jo pyaar se mujhko toh ho meri rihaai
Bakhshe tu jo pyaar se mujhko toh ho meri rihaai
Tu bole toh ban jaaun main Bulleh Shah saudaai
Main bhi naachoon...
Main bhi naachoon, manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah, Bulleya
Main bhi naachoon, rijhaun sohne yaar ko
Karoon na parwaah, Bulleya
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Tu yaad kare ya na mujhko
Mere jeene mein andaaz tera
Sar aankhon par hai teri naraazi
Meri haar mein hai koi raaz tera
Shayad meri jaan ka sadqa maange teri judaai
Shayad meri jaan ka sadqa maange teri judaai
Tu bole toh ban jaaun main Bulleh Shah saudaai
Main bhi naachoon...
Main bhi naachoon, manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah, Bulleya
Main bhi naachoon, rijhaun sohne yaar ko
Karoon na parwaah, Bulleya
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Mera mehram tu, marham tu
Mera dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Kuch rishton ka namak hi doori hota hai
Na milna bhi bahut zaroori hota hai
Na milna bhi bahut zaroori hota hai
Dum-dum, dum-dum
Tu mera dum-dum, dum-dum
Mera har dum-dum, dum-dum
Tu mera dum-dum, dum-dum
Mera har dum-dum, dum-dum
Dum-dum, dum-dum, dum-dum
Dum-dum, dum-dum, dum-dum
Tu baat kare ya na mujhse
Chahe aankhon ka paigaam na le
Par yeh mat kehna, arey, oh, pagle
"Mujhe dekh na tu, mera naam na le"
Tujhse mera deen-dharam hai, mujhse teri khudaai
Tujhse mera deen-dharam hai, mujhse teri khudaai
Tu bole toh ban jaaun main Bulleh Shah saudaai
Main bhi naachoon...
Main bhi naachoon, manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah, Bulleya
Main bhi naachoon, rijhaun sohne yaar ko
Karoon na parwaah, Bulleya
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Mera mehram tu, marham tu
Mera dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Maana, apna ishq adhoora
Dil na ispe sharminda hai
Poora hoke khatam hua sab
Jo hai aadha woh hi zinda hai
Ho, bethi rehti hain ummeedein
Tere ghar ki dehleezon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil yeh mera wahi parinda hai
Bakhshe tu jo pyaar se mujhko toh ho meri rihaai
Bakhshe tu jo pyaar se mujhko toh ho meri rihaai
Tu bole toh ban jaaun main Bulleh Shah saudaai
Main bhi naachoon...
Main bhi naachoon, manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah, Bulleya
Main bhi naachoon, rijhaun sohne yaar ko
Karoon na parwaah, Bulleya
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Tu yaad kare ya na mujhko
Mere jeene mein andaaz tera
Sar aankhon par hai teri naraazi
Meri haar mein hai koi raaz tera
Shayad meri jaan ka sadqa maange teri judaai
Shayad meri jaan ka sadqa maange teri judaai
Tu bole toh ban jaaun main Bulleh Shah saudaai
Main bhi naachoon...
Main bhi naachoon, manaun sohne yaar ko
Chaloon main teri raah, Bulleya
Main bhi naachoon, rijhaun sohne yaar ko
Karoon na parwaah, Bulleya
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Mera mehram tu, marham tu
Mera dum-dum, har dum tu
Mera har dum-dum, har dum tu
Mera har dum tu
Kuch rishton ka namak hi doori hota hai
Na milna bhi bahut zaroori hota hai
Credits
Writer(s): Vishal Dadlani, Irshad Kamil, Shekhar Ravjiani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Bulleya (From "Sultan")
- Do Pal (From "Veer-Zaara")
- Saiyaara (From "Ek Tha Tiger")
- Mere Sang (From "New York")
- Maana Ke Hum Yaar Nahin (From "Meri Pyaari Bindu ")
- Tu (From "Dum Laga Ke Haisha")
- Jiya (From "Gunday")
- Saathiya (From "Saathiya")
- O Re Piya (From "Aaja Nachle")
- Tere Liye (From "Veer-Zaara")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.