Pachtava Nahi
Pachtava nahi, pachtava nahi
Nahi nahi, pachtava nahi
Meine jo bhi kia
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi Pachtava nahi
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi Pachtava nahi
Bhid se juda mujhko hona pada
Pachtava nahi meine jo bhi kara
Abhi to thana hu parwaah sabh paane ki
Sikhra hu abh mujhko hona badaa
Hona khada, khudke hi pairo pe
Dost ko bhes pe mile kuch bhairu pe
Apne hi dhokebaaz kya jau gairo pe
Ilake se bahar aaj ghumte hai shehero pe
Mehlo k khwab leke sehlenge kuch bhi ho
Apne vichar se me kehdunga josh me jo
Sach kehti aakhe ye lafzo se hosh me raho
Pachtava nahi mujhpe chahe ye dosh dedo
Roz dekha meine jo chahta wo kehne ko
Sangeet me rehne do isme hi behne do
Dil ko sunkoon mile aaram mile naino ko
Ghum nahi bacha nahi kuch bhi abh sehne ko
Pachtava nahi pachtava nahi
Meine jo bhi kia uska mujhe
Pachtava nahi
Pachtava nahi
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi
Meine jo bhi kia uska mujhe
Pachtava nahi
Pachtava nahi (Pachtava nahi)
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Hont ko hai pyas, bhujke aas
Kya tha me kal kya hu me aaj
Kaisa me hu aur kya mera raaz
Badla hai kaise in sabhse andaaz
Kehne ko banjate sab apne khaas
Dil ki abh sunlia jaan k itihas
Yakeen hai khud pe tbhi kare sab naaz
Mehnat ko boyega payega taj
Chipa tha raaz hua ehsaas
Kabil hai kon kon krta hai raj
Kya milti hai khushi ye karke bardash
Sangeet me likh k nikala bhadaas
Kon dagaabaaz aur q sab rakhte hai aasha
Dusro ki kami ka banate q tamasha
Khushi mujhe chahiye boht mili hai nirasha
Mujhe janna mujhse behtar kon milna ho to aaja (Aaja)
Pachtava nahi (Pachtava nahi)
Meine jo bhi kia
Uska mujhe pachtava nahi
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi pachtava nahi
Mz
Nahi nahi, pachtava nahi
Meine jo bhi kia
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi Pachtava nahi
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi Pachtava nahi
Bhid se juda mujhko hona pada
Pachtava nahi meine jo bhi kara
Abhi to thana hu parwaah sabh paane ki
Sikhra hu abh mujhko hona badaa
Hona khada, khudke hi pairo pe
Dost ko bhes pe mile kuch bhairu pe
Apne hi dhokebaaz kya jau gairo pe
Ilake se bahar aaj ghumte hai shehero pe
Mehlo k khwab leke sehlenge kuch bhi ho
Apne vichar se me kehdunga josh me jo
Sach kehti aakhe ye lafzo se hosh me raho
Pachtava nahi mujhpe chahe ye dosh dedo
Roz dekha meine jo chahta wo kehne ko
Sangeet me rehne do isme hi behne do
Dil ko sunkoon mile aaram mile naino ko
Ghum nahi bacha nahi kuch bhi abh sehne ko
Pachtava nahi pachtava nahi
Meine jo bhi kia uska mujhe
Pachtava nahi
Pachtava nahi
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi
Meine jo bhi kia uska mujhe
Pachtava nahi
Pachtava nahi (Pachtava nahi)
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Hont ko hai pyas, bhujke aas
Kya tha me kal kya hu me aaj
Kaisa me hu aur kya mera raaz
Badla hai kaise in sabhse andaaz
Kehne ko banjate sab apne khaas
Dil ki abh sunlia jaan k itihas
Yakeen hai khud pe tbhi kare sab naaz
Mehnat ko boyega payega taj
Chipa tha raaz hua ehsaas
Kabil hai kon kon krta hai raj
Kya milti hai khushi ye karke bardash
Sangeet me likh k nikala bhadaas
Kon dagaabaaz aur q sab rakhte hai aasha
Dusro ki kami ka banate q tamasha
Khushi mujhe chahiye boht mili hai nirasha
Mujhe janna mujhse behtar kon milna ho to aaja (Aaja)
Pachtava nahi (Pachtava nahi)
Meine jo bhi kia
Uska mujhe pachtava nahi
Mujhse jo bhi hua
Uska mujhe pachtava nahi
Pachtava nahi pachtava nahi
Mz
Credits
Writer(s): Moin Shaikh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.