Mehsus Kar
Tamak dhamak ke (Ha) mil pado tum khudse (Raa)
Khud hi khud se ye kaho ilzam lona uspe (Bop bop bop)
Jaane kitne jaan le chuka hoga ye chupke! (Shh) (Bop bop)
Dhakel de ye usko ko jo na iske aage jhukte (Grrrrah)
To dhar na! warna jhatpataa ke tumko marna (Huh)
Zalim hai ye duniya kisko kiska kya hai karna (Haa?)
Yaad karlo usse jisse aaj dhar hai lagta (Aaj)
Aur kon ho tum kaha se aaye yaad rakhna (Hahaha) (Hahaha)
Bematlab ke dost se fasle hi aache hai (Chal)
Palat k de do jo samajhte tumko baache ye (Chal!)
Maa baap ki galti nahi, wo raaste hi kache the
Waqt kharab hota hai par usko samaj ke le
Anjaan bante bhai, par bhai se teri jamti ni
Soch samaj ke ki jati usko khete galti ni (Ha!)
Puch sawal usse jo dekh kaali raat aaya (Aaaahhhh)
Karta rehta wo mehnat duniya usse jhalti thi
Mehsus kar
Usse jo rakha tere paas (Bop bop bop)
Mehsus kar
Kisi se rakhna nahi aas (Bop bop)
Mehsus kar
Duniya me lete q hai saas (Brrrr)
Mehsus kar
Mehsus kar tu aaj
Mehsus kar
Duniya me lete q hai saas (Bop bop bop)
Mehsus kar
Kisi se rakhna nahi aas (Bop bop)
Mehsus kar
Usse jo rakha tere paas (Brrrr)
Mehsus kar
Mehsus kar tu aaj, haa
Dil ki kuch baate leke nikla sidha cheel sa mein
Jaisi ye chiz baje, dekho waisi hilta mein (Brrrrrah)
Paraajeet ye zindagi, waise pehle din tha mein
Khoya khudko dhundne abh khud hi khudse milta mein
Kaushal khudke gina kisko kidar kya hai karna (Kya kya)
Chalri aisi zindagi, hawa ko cheerta jharna (Cheer)
Dhun me behna sikha, jo akhir me sabko karna (Sabko)
Gar rab nahi tere saat to beshaq duniya me marna (Mar)
karna aisa kaam jisse karaa jaye yaad (Yaad)
Aansuo ko pocho aur smjho wo haalaat (Haa!)
Jise mili khushi yaad karlo har ek baat
Kaafi mehwish hai duniya fir bhi dena inko maat (Brrrrr)
Is chalte daur pe, chale andhvishwas (Ha!)
Puche sab khuda ko rakh k haiwan khud k saat
Azaano me bhi gaane murti pathar padre paat (Shhh)
Asli haqiqat ko jano, tab wo rakhe sar pe haat
Mehsus kar
Usse jo rakha tere paas (Bop bop bop)
Mehsus kar
Kisi se rakhna nahi aas (Bop bop)
Mehsus kar
Duniya me lete q hai saas (Brrrr)
Mehsus kar
Mehsus kar tu aaj
Mehsus kar
Duniya me lete q hai saas (Bop bop bop)
Mehsus kar
Kisi se rakhna nahi aas (Bop bop)
Mehsus kar
Usse jo rakha tere paas (Brrrr)
Mehsus kar
Mehsus kar tu aaj, haa (Bop bop bop)
Hazaro muskile aayegi par tu rakh yakeen (Brr)
Kaam me nasha itna fiki padjaye affeem
Galti se sikhe jo haa vahi hota hai haseen (Ha haa)
Dimag ka istemaal kar jaise ho machine gun (Brrrrrah)
Patharo pe maro jaake sar (Huh)
Dar lage tujhe to jake aache kaam kar (Haa!)
Maa ko sambhal aur fir bana nayaa ghar
Khushi se apnaa sab par maut se na dhar (Errraah)
Soch hoga mann me to dimag ka hai kaam yahaa
Kaisi ye zindagi khushi se humne kya ni sahaa (Brrrah)
Mat bhulna tum usko taklif me jo bhi saat rahaa
Saat rakho ache log aur pohoch jaana tumko wahaa
Jahaa me rahaa wahaa se meine sabh kuch sikha (Sikha sikha)
Ider jo likha wahi jeene ka hai tarika
Dimag jo fikha ye na jaane kon hai thika
Krre jo freestyle sun mera sunle Sunny G ka
Bhulake zimedariyo se tune muh moda
Pyaar toh bohot par pyaar se jo dil toda (Kya!)
Jo tere saat nahi soch usne q choda (Haa?)
Samajh me aayega sab rakh sabar thoda (Haa!)
Kadwaahat na hogi toh kese fal legega meetha (Kaise)
Badlav hai zaruri har waqt humne yahi seekha (Har waqt)
Jaawab haske do, haske hume hai jeena (Haha)
Kitne tum kabil ho bataa dega ye pasina (MZ)
Agar kuch paana hai to gandagi ko hai mitana (Aaj hi)
Karke dikhana na tumko dena hai bahana (Na na)
Aisa koi milra hai to usko yahaa lekar aana (Ider)
Matlab sun gaano me, aur fir bolna k kon hai shaana
Zalim jo log unke khoon se hume nahana
Duniya me aaye to fir duniya me kuch karke jaana
Nayaa zamana music banra hai fasana
Ayegi jab akal tab bajega apna ganaa
Mehsus kar, mehsus kar
Mehsus kar, mehsus kar tu aaj
Mehsus kar
Duniya me lete q hai saas (Bop bop bop)
Mehsus kar
Kisi se rakhna nahi aas (Bop bop)
Mehsus kar
Usse jo rakha tere paas (Brrrr)
Mehsus kar tu aaj, haa
Mehsus kar (MZ)
Mehsus kar (Sunny G) (GG)

Credits
Writer(s): Tushar Ghandat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.