Mere Mann Tu Na Kaahe
Mere Raj Tumhare elava iss dilka koi Malik nahi
Yeh dil ban gaya hai jagir Tumhari aur yeh rooh Tumhari amaanat
Na jane phir kyu laga raha hu main der itni aaneko Tumhare paas
Mujh tak kyu nahi pahochati Tumhari avaz
Yeh kaisi kashmakash mein fasa hai mera mann
jo sankalp vikalp ki ked se riha hone ko hi nahi raazi.
Naap tolke pyaar kaise karu,
Dilko Tum par fanah hone ki kyu nahi azadi
Mann ki fitra te hai kashmkash paida karna
Mitne ka dar shraddha ki bajay sandeh, nishtha ki jagah pramad
Yehi to hai mann ki aadat
Mera mann hi bann gaya hai mere liye rukaavat
Mann ki baat maankar maine kai janam gavaye
Mann ke faisle aaye na mujhe raaz
Ab bas dil ki sunkar aana hai mujhe Tumhare pass
Hey mere Raj mere dil mein dabi dabi si,
Tumhare pyaar ki chingari ko jara hava de do
Mann ki banayi sarhado ko, mujhe paar kar lene do
Sirf phool hi nahi, Tumhare Charno mein sara jivan bichha lene do
Har janam mein pyar nibhaya hai Tumne,
Iss baar mujhe bhi dilo jaan se vafa kar lene do
Mere mann tu na kaahe sun le dil ki baat

Bas ab toh jaana hai mujhe apne Pi ke paas
Roke na ab ruke hai ye kadam meri jaan

Meri rooh Unhe chahe Unhe puje bey hisab
Unke bin tarse hai mera dil baar baar
Mere Guruji bhi mera, mere Prabhuji bhi mera karte honge intezaar

Bas ab to jana hai mujhe apne Pi ke pass
Mere Raj mere Raj mere Raj mere Raj
Mere Raj mere Raj mere Raj mere Raj
Mere Raj mere Raj mere Raj mere Raj
Tukdo mein butt raha hu, boon raha hu kaisa khwab
chhip raha hu andhero mein, jab Voh hai itne paas
phir bhi sunle tu mere mann ab na chhodunga Unka daaman
Usse milne ko dil bekarar

Mere Raj mere Raj mere Raj
Inn do shabdo ko dohrana itna bhaata hai
Lagta hai achha, pyaas bujhata hai
Karta hai mujhe purna roop se santushth
Itne paripurna hai yeh do shabda, Mere Raj
Inn do shabdo ke aage mein,
Jo kuchh bhi kahu jitna bhi kahu adhuraa lagta hai
Milta nahi dilko itminaan,
Mere dilko jo har dard majbul asalaamati se pare le jaakar
Trupti, pyaar aur salaamati bakshte hai,
Ve hai yeh do shabda, Mere Raj mere Raj
Mere Raj yeh shirf do shabdo nahi par kano mein,
Dilon mein ghulta amrut hai
Yeh vo sulagati chingari hai,
Jisne meri zindagi ke diye jalaa kar roshan kiye hai
Mera aaj mera aanevala kal mera har pal, Mere Raj
Jinhe apne andar hi mehsoos karta hu Usse kis naam se pukaru
Ishwar, Prabhu, Priyatam, Paramatma
Iss duvidha ko mita te huve dilki teh se nikalkar apne aap
Hotho parr aa jaata hai, jo naam vo hai, Raj
Mere astitva ki hai jo vajah Unhe bulata hu main, Raj
Mere Raj

Credits
Writer(s): Traditional
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.