Saath Nahi (feat. Rap Like Yash)
Boli koi baat nahi
Zinda ab aaj nahi
Dekhe Maine laash kayi
Kyu Duniya mere saath nahi?
Boli koi baat nahi
Zinda ab aaj nahi
Dekhe Maine laash kayi
Kyu Duniya mere saath nahi?
Dekh rha mai raah, kab aayega sahi waqth
Khilenge kab baag ye, khushi aayegi ye kab?
Hoga kab ujaala, ab iss raat mein kuch khaas naa
Kyu aandhi ye thami nai jab sab hua naash ab?
Dekhi naa duniya aur chahta bhi nahi
Dekhna wo lok jahaan dhuwaan har taraf
Theek apni jagah, mai inn pannon ke saath
Naa Chahta unse milna, baandhe sar par ek kafan
Jab ye aasmaan khula fir kyu soch itni neech?
Fal chahte sabhi, fir kyu bote naa ye beej?
Guzre raatein khayaalon mein, aati naa neend
"Kyu log apni galti se lete naa seekh?"
Ambar wo neela, rakhe sabki duwaayein
Rakhta wo aansu jo insaan bahaaye
Par rakth bahaa itna, ab sab kuch hi laal
Waqth ab naa bacha, fir hum prithvi sajaaye
Duniya khilaaf hai aur baat ye mai jaanta
Bejaan iss dharti ki raah ab naa thaamta
Prithvi nhi kuch, mehez ek diwaar
Talaash rha seedhiya, diwaar ko naa faan na
Boli koi baat nahi
Zinda ab aaj nahi
Dekhe Maine laash kayi
Kyu Duniya mere saath nahi?
Boli koi baat nahi
Zinda ab aaj nahi
Dekhe Maine laash kayi
Kyu Duniya mere saath nahi?
Dimaag aur dil ye saath chal sakte kya?
Phir se ek baar ham baat kar sakte kya?
Dekhi doobi kashtiyan aur tooti bastiyan
Jal gaye ansu mein, (ab) aag ban sakte na
Behtar hi jeet ta, baat boht purani
Paisa hai izzat, dar maut aur gulaami
Maut pe do lafz main aaj kehna chahta
Maut mujhe pyaari par na behna chahta
Iss paani mein, maut to ek din aani hai
Jag hoga khatm, poora jag hi kahaani hai
Log karte khud se mazaak har din
Sochi na manzil jo unhe paani hai
Behisaab pyaar maine dekha uski aankhon mein
Dekha uska jhooth apni khudki aankhon se
Lagta sab hai jhooth meri khudki saanson mein
Mil jaaye insaan kaash beech in laashon ke

Credits
Writer(s): Knight Mayor
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.