Asliyat / Khwaab

Saath bhi hai tu
Khwaab bhi hai tu
Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun
Saath bhi hai tu
Khwaab bhi hai tu
Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun

Haatho mai haath bhi hai
Khwaab bhi hai
Sapne hai
Raaton ko taaro mai bhi
Bhar rahe ham
Khwahishein hai
Ab na hai thak rahe ham
Aakho mai hi doobte hai
Seher ka na pata hai
Waqt bhi ab bhoolte hai
Subha se baatein raat ka na intezaar hamko
Lag raha dar fir bhi pyaar ki talash ab toh
Ab yeh kesi yaadien na mile hai phir saath mai
Yeh teri kesi aakhe dhur se bhi sab bata hi de
Mai toh keh raha yeh nazre bhi mashhoor ab hai
Rooz puchta mai jan ni masroofiyat hai
Khwaab toh hai dekhne abhi se chalu kare
Kya pata hai Ham Asliyat se hai kitna paray
Toh ab mai gaane likh raha houn tere baare mai
Noor pe toh theek the tabbassum pe ham jaa mare
Sitaro ko batane lagu sab kuch tere baare mai
Toh voh sharmane lage tim tamana chalu kare

Saath
Saath bhi hai tu
Khwaab bhi hai tu
Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun
Saath bhi hai tu
Khwaab bhi hai tu
Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun

Shaam bhi Sharma rahi hai muskurahat se hi teri
Waqt kam sapne jyada na hojaye kahi deri
Tujhko dekh ke mai khush rehna seekhta houn
Ab na yeh baatein jisme dard may mai cheekhta houn
Sab puche tere baare mai
Toh aakhe neechi karke
Tujhko soochke mai haske
Unko kuch hazar baatein bolta houn

Tujhse milne ko betaab bhi hai
Dhooriyo ki ab baat nahi hai
Ab joh hoga dil dekh lega
Pyaar karke dhur rehna seekh lena kyuki

Voh aakhe teri
Voh noor tera
Yeh khushi meri
Kasoor tera
Ab na mujhko dar bhi hai lagta kyu

Saath bhi hai tu
Khwaab bhi hai tu
Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun
Saath bhi hai tu
Khwaab bhi hai tu
Aja meri baahon mai panha tujhe mai doun



Credits
Writer(s): Mihir Sawlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link