Tu Hi Hai

Tu hi hai tu hi hai
Baatein bhi kam hai na
Toh bhi mai toh bhi mai
Karke voh thaku na
Tu hi hai tu hi hai
Baatein bhi kam hai na
Toh bhi mai toh bhi mai
Karke voh thaku na

Kese mai kaato voh raatein jisme tere baare mai baat na ho
Kese yeh shaamein guzaru jab yaad mai teri diwaangi ho
Fitoor hai tera hi esa haseen lage gar tu khwaab bhi ho
Aaja tasveere banadu mey jisme ham dono hi pass mai ho

Dhuri se farak kya padhta hai
Dhuri se ishq hi badhta hai
Teri yeh nazre bhi esi
Ki dekhu unhe toh fir dar bhi na lagta hai

Faasle kuch bhi na karte hai
Faaslo se kyu ham darte hai
Dhur rehne se toh yaadien aati
Aur yaadon mai gaane ham likhte hai

Mehfoos Rakhu teri saari tasveere bhi jisme voh chehra bhi chand lage
Mehsoos karu voh mai saarii hi cheeze joh laga tha ab na mehsoos kare
Qabool hai saare ab dard joh faaslo ki wajah se mile
Ab kyu tu daati jab sari sazaye ham apne hi haath mai le

Kitabe banadu
Kavita bhi likhdu
Mai Tere hi baare mey
Shabd kaha
Noor yeh tera
Bhi itna haseen ki
Lavz mile na
Joh jayaz yaha
Insaaf bhi kese
Kalam yeh karega
Hai pass mai mere
Mojood tu na
Koshish hai meri
Ki dhori ho jab bhi
Yeh gaana sune tu
Ho tu na khafa

Tu hi hai tu hi hai
Baatein bhi kam hai na
Toh bhi mai toh bhi mai
Karke voh thaku na
Tu hi hai tu hi hai
Baatein bhi kam hai na
Toh bhi mai toh bhi mai
Karke voh thaku na
Tu hi hai tu hi hai
Baatein bhi kam hai na
Tu hi hai tu hi hai
Baatein bhi kam hai na
Toh bhi mai toh bhi mai
Karke voh thaku na
Tu hi hai
Tu hi hai baatein bhi



Credits
Writer(s): Mihir Sawlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link