Dastaan

Mere pass na hai zyada
Tujhe dene ke liye
Bas sath hai to yeh dil
Aur iske ye gile

Mere pass na hai zyada
Ab khone ke liye
Jo chhod gaye tum sath mera
To the hum kyun mile

Iss dard bhare sangeet mein
Dil ne aarziyan rakhi
Aur darbadar ghumun ke
Koi dede aasra

Dikha de mujhko tu raasta
Hai manzil meri lapata
Main darr ke maare kanpata
Main jaise beeta haadsa

Dikha de mujhko tu raasta
Hai manzil meri lapata
Main dar ke maare kanpata
Aisi hai kuch ab yeh dastaan

Tere hi tarah lagte hain sabhi
Puche na koi mera haal yun kabhi

Jo door mujhse tu abhi
Kuch na lage sahi
Woh raatein na rahi
Ab din bhi din nahi

Iss dard bhare sangeet mein
Dil ne aarziyan rakhi
Aur darbadar ghumun ke
Koi dede aasra

Dikha de mujhko tu raasta
Hai manzil meri lapata
Main darr ke maare kanpata
Aisi hai kuch ab yeh dastaan

Dikha de mujhko tu raasta
Hai manzil meri lapata
Main darr ke maare kanpata
Aisi hai kuch ab yeh dastaan



Credits
Writer(s): Tanzeel Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link