Bigda

Bigda mein dard ghatane ko
Dil ko gir kar wapas chalna sikhaneko
Farak jataane ko, saare karz mitane ko
Har farz nibhne ko, khudko jeetane ko

Bigda mein khudko jeetane ko
Bigda mein khudko jeetane ko
Bigda mein khudko jeetane ko

Acha hu acho ke liye bure ke liye shaitaan hu mein
Kaha se aaya dekh kaha tak kaun billa abh maan tu le
Shaanti me bhi aandhi, khun se lipta har insaan hu mein
Khula maidaan haqse khada ek toofan hu mein

Jaan du na jaan lu mein, icha waisa shaan hu mein
Achuk chalta baan hu mein, zindagi k daan du mein
Samaan tu de, samaan du mein, saman tu le
Kamaan nikal kar daal du me lekin kabhi faltu me

Ladta nahi gar ladta to atmasamaan du mein
Moin se anjan hai tu karam ka anjaam hu mein
Ehsas tha aazmane ko, har saas me samaya raaz
Mehnat aur pasina paiso k saat izaat kamana hai aaj

Pistol nahi mere paas was, tabhi na aana mere aas paas
Teen ko lana saat saat, lane jaane wapas lash wash
Aas was nahi dete kbhi bhi kisi ko faltu me
Jhalan rakhne wale mu pe bolte mujhko kash kash

Bhejdu rab ke paas aaj, jo karte yaha vishwasghat
Rakhta nahi galat naad naad ghumta me isha baad
Banjara uska ghar hu mein, rab ka isme haat
Kalakar ka par hu mein, sabar hai ijaat

Jhagadta q hai hal hu me sulah kar ghabar tu le
Salah se khabar du me, gunah ko kabar du mein
Tu hai shaitan tera church hu me, marz du mein
Darbadar ko dar du mein, haramkhor to bhar du mein

Pehle paav to rakh samjhega kaise yaha khad lu mein
Riha karke begunah ko gunehgaar se lad lu mein
Adh lu to mehsus kar ke pad lena kitab meko
Mat sikha meko, kasam khata hu me nibhaneko

Kal ka bachaa jeevan bitane ko
Geet hai bitane ko, reet hai sikhane ko
Jisne socha apna bura, usse aara dikhane ko
Hu mein bigda, bigda mein khudko jeetane ko!

Bigda mein dard ghatane ko
Dil ko gir kar wapas chalna sikhaneko
Farak jataane ko, saare karz mitane ko
Har farz nibhne ko, khudko jeetane ko

Bigda mein khudko jeetane ko
Bigda mein khudko jeetane ko
Bigda mein khudko jeetane ko

Bigda mein dard ghatane ko
Dil ko gir kar wapas chalna sikhaneko
Farak jataane ko, saare karz mitane ko
Har farz nibhne ko, khudko jeetane ko

Bigda mein khudko jeetane ko
Bigda mein khudko jeetane ko
Bigda mein khudko jeetane ko

MZ



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link