Ab Toh Aaja

Ek kone mai charpayi karwate bhi le rajai
Sirhane gum dafan aur ghut-ti hai aazadi
Aankhe bhi num hai aur sadko pe bhikhre hum hai
Sooraj ki roshni mai rang kitne kam hai
Aankhe bhi num hai aur sadko pe bhikhre hum hai
Sooraj ki roshni mai rang kitne kam hai

Ab toh aaja
Ab na saha jaaye
Aks yeh saare
Rooh se mita jaa
Ab toh aaja
Ab na saha jaaye
Aks yeh saare
Rooh se mita jaa

Thoda dheere chalo iss lamhe mai jeene toh do
Haatho mai haath pakad ke aankho se aansu peene toh do
Dekhne do woh sapne jo kabhi the sirf hamare
Matlabi jahan se dur aashiyana hum banaye

Haar gaye is dil se
Aur jaan bachi mushkill se
Ruthi ho kyu fir se aa baat kare hum mil ke
Haar gaye is dil se
Aur jaan bachi mushkill se
Ruthi ho kyu fir se aa baat kare hum mil ke

Ab toh aaja
Ab na saha jaaye
Aks yeh saare
Rooh se mita jaa
Ab toh aaja
Ab na saha jaaye
Aks yeh saare
Rooh se mita jaa



Credits
Writer(s): Rajeev Mahour
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link