CHEHRE
Hai khule vaadiyon mai khoj tere chehre ki
Dil ki baatein toh sunn lete behre bhi
Aur inn aakhon ko aadat hai kaafi behne ki
Mai sunn na paata par kaafi kuch mujhse keh rahi thhi

Zeher tera barse mujhpe aur mai bhi bheega chalu
Fisalte khwahisho ki hi taraf kyu dheema chalu?
Silsile seeta chalu, pyaar bhi feeka ab
Woh aise dekhe ki tune iss dil ko jeeta kab?
Waise toh hu sharaabi, woh kahe mai peeta rakt
Jaane kyu yu beeta waqt ab na kahi lagta mann
Darr tha tujhe khone ka par khoya maine sab ka sab
Khoya maine sab ka sab, mai bhatka tab

Lagta tha tu hi jahaan, par saare gawah ki tu nahi jo lage saamne
Aaine tode kaafi baar tab samjha ki kaun khada mere sheeshe ke saamne
Tujhme thhi jo bhi kami woh mujhpe ilzaam
Aur mai bina wajah bas gatakta jaam
Ab ban baitha sharaabi tere hi naam ab tu de mitake
Tune mujhe banaya apna, ehsaas diya parayepan ka
Uss waqt mujhe kuch bhi na samjha, mai bhi tha khoya aur tanha
Jab mila tera saath, woh lamha, hu rakhta mai yaad har lamha
Har din, har minute, har ghanta, tere saath beeta waqt madhdham tha
Par ab yeh waqt gaya tham sa
Aur tu bhi na saath toh sab lage khaali-khaali
Aankhein lagti meri bhaari-bhaari, todta dum mai baari-baari
Pyaase ko na de tu paani
Bas de yeh madeera ya teri mohabbat ki bheekh
Ghut raha dum hai akele mai, bas mere seene mai lag rahi teri kami

Credits
Writer(s): Akshay Poojary, Amey Rane
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.