KAAMiLL
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se dil se kiya kaam din raat
Sath bas thi rab ki imdaad
Sath koi na sath main karun khud se baat
Jese mojood mere sath jinnaat
Mehnat ka phal hai, mainay badla kal hai
Kal dekhte nai thay, aaj miltay galay
Pehle parhti nai theen meri baaten pallay
Aaj sun ke bars mere horhe jhallay
Ab jaane na jo mera jaan lo naam
Saare baaten karo band aur suno mera kaam
Mera kaam dumdaar, jese koi tufaan
Na ke tere career jesa para sunsaan
Ye sarhte jab dekhen ke rahun main calm
Rahun masroof aur karun main kaam
Karun main kaam mera jaari hai grind
Parwa nahi kya sochegi awaam
Awaam ka kaam hai bas bolna aata
Bas boltay hein na kuch aata na jata
Tu rokna chahta par rok na pata
Asani se toofan roka na jata!
Yahan loag matlab ke
Mic pe jab aata inhe deta hoon main sadme
Bandi teri call karay rehti na hadd mein
But I don't give a damn karun kaam full chass mein!
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shehr e Attock ko map pe laane wala main
Listeners ke dilon mein ghar banaane wala main
5 saal mehnat tabhi mili izzat
Ab itni asani se nai jaane wala main
Scene mein main OG
Mujhse bhirhne ka puttar na socheen
Alfaazon ke chittar lga doonga
Career ghuma doonga, beth ke khojeen
Jee, rukta hi nai Saadajee
Teri muk gayee CNG
Mujhe back karay fam meri
Teri back pe nai koi jese PNG
Rappers lagen chimpanzee
Zabardasti ke banen emcee
Chup nai sakte
Main dhoond dhoond ke maarunga jese hide and seek!
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se dil se kiya kaam din raat
Sath bas thi rab ki imdaad
Sath koi na sath main karun khud se baat
Jese mojood mere sath jinnaat
Mehnat ka phal hai, mainay badla kal hai
Kal dekhte nai thay, aaj miltay galay
Pehle parhti nai theen meri baaten pallay
Aaj sun ke bars mere horhe jhallay
Ab jaane na jo mera jaan lo naam
Saare baaten karo band aur suno mera kaam
Mera kaam dumdaar, jese koi tufaan
Na ke tere career jesa para sunsaan
Ye sarhte jab dekhen ke rahun main calm
Rahun masroof aur karun main kaam
Karun main kaam mera jaari hai grind
Parwa nahi kya sochegi awaam
Awaam ka kaam hai bas bolna aata
Bas boltay hein na kuch aata na jata
Tu rokna chahta par rok na pata
Asani se toofan roka na jata!
Yahan loag matlab ke
Mic pe jab aata inhe deta hoon main sadme
Bandi teri call karay rehti na hadd mein
But I don't give a damn karun kaam full chass mein!
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shehr e Attock ko map pe laane wala main
Listeners ke dilon mein ghar banaane wala main
5 saal mehnat tabhi mili izzat
Ab itni asani se nai jaane wala main
Scene mein main OG
Mujhse bhirhne ka puttar na socheen
Alfaazon ke chittar lga doonga
Career ghuma doonga, beth ke khojeen
Jee, rukta hi nai Saadajee
Teri muk gayee CNG
Mujhe back karay fam meri
Teri back pe nai koi jese PNG
Rappers lagen chimpanzee
Zabardasti ke banen emcee
Chup nai sakte
Main dhoond dhoond ke maarunga jese hide and seek!
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Shuru din se, kaam ill hai
Tera bhai aaj, kamil hai
Shuru din se, kabil main
Izzat mainay ki hasil hai
Credits
Writer(s): Saad Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.