KYA MERI GALTI
Main tere baaton main, yaadon main rehgaya
Jalte khwaabon ke raakhon main rehgaya
Behisaab behta pyaar yunhi degaya
Tu hi woh thi... Teri khushi
Aaj aankhon main, kaanon main jalti
Toote taare jo dekhe the jaldi
Muh pe aahat hain, jo hile dharti
Kya meri galti
Tu chaligayi hain jaise toote sikke
Taalaab mera pyaar aur doobi thi tu hain naa hain milne
Taal pe teri chanak aur hero tha main Dil Se
Naachi thi teri paayalian meethi si baarish main
Ab jo dekhu har taraf to tu hi dikhti hain
Hawa jo rehti sthyaee, ye kalam bhi khai likhti hain
Koodta hun main gehraiyon main kyon
Lage mujhe sateh jaise toota koi boond
Ab waadon main hoti hain narmi
Jo bujhagayi jwaala ki garmi
Hum dono ki pyaar ki umar thi
Ab hain sardi, Ab hain sardi
Ab kaante bhi foolon si lagti
Chalu main nange paav meri marzi
Tere khayalon main kyun main hun bandi
Wahan thandi
Ghaanv diye tune kaafi gehre
Chalte hi chala gaya garam koyle pe aans leke
Muh pe thi hasi aur haath main hataash mere
Laga tha mujhe kabhi hojaunga barabar tere
Par aaj tujhse hi uth chuka main
Bangaya musafir jo to lutchuka hain
Na kabhi bhulaunga wo lukka chuppi khel
Jo tu kheli mere saath, ab naa lage mujhe thes
Main tere baaton main, yaadon main rehgaya
Jalte khwaabon ke raakhon main rehgaya
Behisaab behta pyaar yunhi degaya
Tu hi woh thi... Teri khushi... Aaj aankhon main, kaanon main jalti
Toote taare jo dekhe the jaldi
Muh pe aahat hain, jo hile dharti
Kya meri galti
Jalte khwaabon ke raakhon main rehgaya
Behisaab behta pyaar yunhi degaya
Tu hi woh thi... Teri khushi
Aaj aankhon main, kaanon main jalti
Toote taare jo dekhe the jaldi
Muh pe aahat hain, jo hile dharti
Kya meri galti
Tu chaligayi hain jaise toote sikke
Taalaab mera pyaar aur doobi thi tu hain naa hain milne
Taal pe teri chanak aur hero tha main Dil Se
Naachi thi teri paayalian meethi si baarish main
Ab jo dekhu har taraf to tu hi dikhti hain
Hawa jo rehti sthyaee, ye kalam bhi khai likhti hain
Koodta hun main gehraiyon main kyon
Lage mujhe sateh jaise toota koi boond
Ab waadon main hoti hain narmi
Jo bujhagayi jwaala ki garmi
Hum dono ki pyaar ki umar thi
Ab hain sardi, Ab hain sardi
Ab kaante bhi foolon si lagti
Chalu main nange paav meri marzi
Tere khayalon main kyun main hun bandi
Wahan thandi
Ghaanv diye tune kaafi gehre
Chalte hi chala gaya garam koyle pe aans leke
Muh pe thi hasi aur haath main hataash mere
Laga tha mujhe kabhi hojaunga barabar tere
Par aaj tujhse hi uth chuka main
Bangaya musafir jo to lutchuka hain
Na kabhi bhulaunga wo lukka chuppi khel
Jo tu kheli mere saath, ab naa lage mujhe thes
Main tere baaton main, yaadon main rehgaya
Jalte khwaabon ke raakhon main rehgaya
Behisaab behta pyaar yunhi degaya
Tu hi woh thi... Teri khushi... Aaj aankhon main, kaanon main jalti
Toote taare jo dekhe the jaldi
Muh pe aahat hain, jo hile dharti
Kya meri galti
Credits
Writer(s): Varun Bhat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.