ADOR
Kuch din hote hain aise jahan uth te hum sawere main
Dekhte hain baye taraf, jab hi lagte, tab akele hain
Baatein kuch yaad aati, baatein kuch toh rehne de
Yaadein to woh ahem... Samajh jaate bina kehne ke
Pyaar ka hota hain? Nibhana padhta mehnat se
Yahan kaam nahi hota kehne se, tu naa koi baagad MLA
Aur faayda kya hain
Milega tujhse tere main acchai dekhne wala
Chain se rehne wala when upset
Sirf wahi thehre, aur koi naa ho aere-gere
Aur chehra dekhkar unka lage aaye saawan mahine
Thehre bathere, woh bande jinko jaane maine
Sirf badan dekhe woh aur chode dil main kaante gehre
Tu naa hain kambal kisi aur par oodh ne ko
Chaddar main chadhata maula ke kabar par dekho
I mean, we have our egos, but my prayers wont be feeble
I bow down though I'm atheist and I pray that you do ease up
Ye dooriyan kyun? majbooriyan kyun
Ye dooriyan kyun, tere mere beech, Ador
Ye dooriyan kyun? majbooriyan kyun
Ye dooriyan kyun, tere mere beech, Ador
Ye dooriyan kyun? majbooriyan kyun
Ye dooriyan kyun, tere mere beech, Ador
Ye dooriyan kyun? majbooriyan kyun
Ye dooriyan kyun, tere mere beech
Yaad hain woh din? Afsaane jaise kehti thi
Dil ki jo baatein teri, woh nadi thi aur tu behti thi
Ab main dekhun, to dikhti hain paheli si
Saheliyon ke mashwaron ke baad bhi kyun akeli si
Bajaata gaane, sunaye jab the hum the talli
Nikalte aansu jab kadam ye peete daaru asli
Aur aati rehmat, khuda ki mere pannon pe
Tu jharnon jaise behte behte kab samundar bangayi

Main aaj bhi wahi, tu saath main mere chale kahi
Picture ki heroine tu, khwaabon main sirf dekhun tujhe
Aur jab main uthun, toh saansein meri fooli rehti
Kya meri saza? gheru pillow par na gheru tujhe
Ye saansein kaisi? Ye ab bhi toh bhatakti hain
Jab aatma tu hain meri, fir kyon mujhse hi tu darti hain
Main ghoomun baadal, aur mausam bhi to thandi ka
Main barsun jab ho sooraj, tu to mujhse bhi ghamandi hain
Main chalta aage, tu chalti mere peeche-peeche
Aankhein to dekhe sirf ye aage, ye to naa hain sheeshe
Woh jaan hi kya hain? Jo khudse girke khud naa seekhe
Dono hum gire jo zamaane ke pyaale main hain dheere

Credits
Writer(s): Varun Bhat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.