Jee Le Zindagi

Kahin aasmaan, kahin zameen chu rahi
Safar par to hain, dhunde manzil hum kahin
Shamein hai subah hai raat bhi yahin
Muskake beeten pal humare wahin
Aao saath jiyen
Ise jiska naam zindagi

Yeh dil hai jo kisiki na sune
Awara hai shetaniyan kare
Zindagi hai pareshaniyan bhare
Oh has na yeh peecha na kare
Yeh dil hai jo kisiki na sune
Awara hai shetaniyan kare
Zindagi hai pareshaniyan bhare
Oh has na yeh peecha na kare

Instrumental

Kho gayi hasi woh, jo aati labhon pe thi
Hai dil shaant woh, jab aayi teri yaad thi
Seekha hai dil kaise akele sehna
Chahta kisike woh sang rehna
Jiye to khul ke jee
Ise jiska naam zindagi

Yeh dil hai jo kisiki na sune
Awara hai shetaniyan kare
Zindagi hai pareshaniyan bhare
Oh has na yeh peecha na kare
Yeh dil hai jo kisiki na sune
Awara hai shetaniyan kare
Zindagi hai pareshaniyan bhare
Oh has na yeh peecha na kare

Instrumental



Credits
Writer(s): Akhil Sharma, Rishi Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link