Nadaan

Ki jane tu ya jane na
Vo kehte tere bare sahi
Ke dikhte jo nazaarein ha
Tu unse dil saware bhai

Ki jane tu ya jane na
Vo kehte tere bare sahi
Ke dikhte jo nazaarein ha
Tu unse dil saware bhai

Na itna paas aake tu bhi dur jaana
Na sunta main ab bolein kya ye zamana
Tum manoge na kitna chal gaye hum
Jante ho aadatein nahi khud jatana

Kehdo ke tum kabhi bhi na badloge
Ha chupta nahi main roshni me pardon se
Bas essa samjho soch he ye falak pe
Ki likhta hu main likhte hain sab farak he

Jab ladhna hoga Ye zindagi mein
Kya tab bhi tum sath honge
Sangeet hain ye aur bandhgi hain
Ki nazmein jo aabad honge

Ki jane tu ya jane na
Vo kehte tere bare sahi
Ke dikhte jo nazaarein ha
Tu unse dil saware bhai

Ki jane tu ya jane na
Vo kehte tere bare sahi
Ke dikhte jo nazaarein ha
Tu unse dil saware bhai

Rishtein naam ke hai to wajood kya
Ha dil bhi kehta sach hai saboot kya
Galti maaf pyaar ke badolat jo
Ha mana sach ab isme kya bagawat ho

Ye zindagi bitane nahi me jeene aaya
Sangeet jese andhero me mera saya
Ki jagein hum bhi kafi raatein sath me
Par khwabon ne hi humein andhar se jagaya

Ki tera likha dil ke panno pe ab padhte nahi
Aur pheeche dekh ke raaston pe esse chalte nahi
Mere khof inki aakhon me main dekhu kese
Mere shauk inki baaton me main dekhu kese

Ki jane tu ya jane na
Vo kehte tere bare sahi
Ke dikhte jo nazaarein ha
Tu unse dil saware bhai



Credits
Writer(s): Vinay Kriplani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link