Broken Poet
Sochu main raato mein
Manmani kya hui?
Sochu main yaado main
Kyu tum chali gayi?
Sochu main raato mein
Manmani kya hui?
Sochu main yaado main
Kyu tum chali gayi?
Agar jaana tha toh itna batla deti
Ke gustakhi humse kya hui?
Na mehfooz hai mera dil tere pass mein
Ke yeh vo rasta jiska koi anth nahi
Jo dard hua alfaaz uthe
Hum hum na rahe jo tum ho gaye
Aankhon se har ek aansu
Jab pannon pe gire toh Dard likhe
Hum kuchh Na kahe bus likhate Gaye
Vo panne hi mera marham bane
Jab jab raato mein aashu bahe
Hum khud main hi kyu khone lage?
Neend aakho mein par so na sake
Hum dhundh rahe hain khud Ko
Jo band hai kahin Teri aankhon mein
Inn yadon Ke sahare ab
Jeene Lage Teri yadon mein
Door hai tu itna kyu?
Pass aa kyu nahi Rahi
Kyu chup hai bethi tu?
Bula kyu nahi rahi
Sochu main raato mein
Manmani kya hui?
Sochu main yaado main
Kyu tum chali gayi?
Agar jaana tha toh itna batla deti
Ke gustakhi humse kya hui?
Na mehsoos khudko kar raha hu khud main hi
Kyu saanse bhi ab meri na rahi?
Tum dikhne lage ho dhundhle ab
Tum rehne lage ho khush bhi ab?
Tum khud se hi kya puch rahe ke
Jo bhi kiya kya tha voh galat
Yah tha voh Sahi, Aur main hoon galat
Ab libaas nahi hum khwaab seete
Khwaab vahi jo hamare bich the
Maana ke yeh dhage toot gaye
Par ab bhi dono chhor hamare bich hai
Haan Hamare bich hai
Inn tasveero ke alawa hum
Sath dikhte kyu nahi?
Inn takleefo ke alawa ab
Khushi milti kyu nahi?
Agar jaana tha toh itna batla deti
Ke gustakhi humse kya hui?
Na mehfooz hai mera dil tere pass mein
Ke yeh vo rasta jiska koi anth nahi
Manmani kya hui?
Sochu main yaado main
Kyu tum chali gayi?
Sochu main raato mein
Manmani kya hui?
Sochu main yaado main
Kyu tum chali gayi?
Agar jaana tha toh itna batla deti
Ke gustakhi humse kya hui?
Na mehfooz hai mera dil tere pass mein
Ke yeh vo rasta jiska koi anth nahi
Jo dard hua alfaaz uthe
Hum hum na rahe jo tum ho gaye
Aankhon se har ek aansu
Jab pannon pe gire toh Dard likhe
Hum kuchh Na kahe bus likhate Gaye
Vo panne hi mera marham bane
Jab jab raato mein aashu bahe
Hum khud main hi kyu khone lage?
Neend aakho mein par so na sake
Hum dhundh rahe hain khud Ko
Jo band hai kahin Teri aankhon mein
Inn yadon Ke sahare ab
Jeene Lage Teri yadon mein
Door hai tu itna kyu?
Pass aa kyu nahi Rahi
Kyu chup hai bethi tu?
Bula kyu nahi rahi
Sochu main raato mein
Manmani kya hui?
Sochu main yaado main
Kyu tum chali gayi?
Agar jaana tha toh itna batla deti
Ke gustakhi humse kya hui?
Na mehsoos khudko kar raha hu khud main hi
Kyu saanse bhi ab meri na rahi?
Tum dikhne lage ho dhundhle ab
Tum rehne lage ho khush bhi ab?
Tum khud se hi kya puch rahe ke
Jo bhi kiya kya tha voh galat
Yah tha voh Sahi, Aur main hoon galat
Ab libaas nahi hum khwaab seete
Khwaab vahi jo hamare bich the
Maana ke yeh dhage toot gaye
Par ab bhi dono chhor hamare bich hai
Haan Hamare bich hai
Inn tasveero ke alawa hum
Sath dikhte kyu nahi?
Inn takleefo ke alawa ab
Khushi milti kyu nahi?
Agar jaana tha toh itna batla deti
Ke gustakhi humse kya hui?
Na mehfooz hai mera dil tere pass mein
Ke yeh vo rasta jiska koi anth nahi
Credits
Writer(s): Aditya Dubey
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.