Gulmohar (Intro)

Kharcha badhe sar mehnat ka bhoot
Bande bethe rehte yaha pe pite rehte khoon ke ghut
Waqt nahi krte zyada saya sabko paise ki h bhuk
Bhale soye kitne kam dekhte sapne pure krte hum

Woah ab h dilli wali baatcheet
Woah rj 20 se hun noida
Woah tu nahi pata mein jeeta kese woah

11 vi kaksha mein banaya sangeet meine
12 vi mein tha scene se gayab mein
hone aya saal baar sangeet mein hogi meri visharad sangeet mein hi hogi meri maharath

Tujhe nahi pata mein jeeta kese
Tujhe nahi pta mein jeeta kese
Batien krta badi badi karmo mein na kami koi
rehta hun mein shan se aur har shaks janega mujhe mere hi naam se

Tujhe nahi pata mein jeeta kese
Tujhe nahi pta mein jeeta kese
Batien krta badi badi karmo mein na kami koi
rehta hun mein shan se aur har shaks janega mujhe mere hi naam se

Aye bina kisi ko nicha dikhaye
Aye bina kisi ko nicha bataye
Aye sara sapo ko dhudh paroske
Aye na kisi ko bhi hum piche chohd ke

Kharcha badhe sar mehnat ka bhoot
Bande bethe rehte yaha pe pite rehte khoon ke ghut
Waqt nahi krte zyada saya sabko paise ki h bhuk
Bhale soye kitne kam dekhte sapne pure krte hum



Credits
Writer(s): Dhruv Goel
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link