Kahaniyo Se Bade Hain Kisse (piano version)

Kahaniyo se bade h kisse bata de kisse
Jalti h teri vo aag
Kre do hisse baate the jiss se legya vo pura ka pura saman
Ab dooba mein gum mein hua gumsum mein
Rehta hun chup aur raha nahi naam

Kahaniyo se bade h kisse bata de kisse
Jalti h teri vo aag
Kre do hisse baate the jiss se legya vo pura ka pura saman
Ab dooba mein gum mein hua gumsum mein
Rehta hun chup aur raha nahi naam

Kuch bhi nahi asli kuch bhi nahi nakli
Dosto ko yaad rhk dosti mein jaan
Kri thi koshish kra sagarsh bhi
Fhir bhi nahi mila tha kuch bhi
Na safal mein na mile h koi faal mujhe
Glti nahi kri h janke galat hi hua mein

Jagah ye dilli noida kam se kam rhk sab kuch hoyega
Yaha pe dil nahi royega glti krega ek sab kuch khoyega
Meethi si churi hai bande bolege dhang se rukege dekhne ko girega kab tu
Fhir marege laat aur bolege fattu
Par darna mat tu
Kyuki

Ab zindagi haseen nahi tu chuti thi jab se zindagi jee nahi
Jeb mein the paise par, yaha jebo mein koi kami nahi
Do pal nahi rukte hatse h dikhte khud hi ne liye the faisle
Nahi bhi krta kuch/Kuch bhi nahi krta fhir bhi bhugat ta
Kaam se ho jate fasle
jagah vo sahi thi par duniya dekhe bina zindagi sahi nahi

Kahaniyo se bade h kisse bata de kisse
Jalti h teri vo aag
Kre do hisse baate the jiss se legya vo pura ka pura saman
Ab dooba mein gum mein hua gumsum mein
Rehta hun chup aur raha nahi naam

Kuch bhi nahi asli kuch bhi nahi nakli
Dosto ko yaad rhk dosti mein jaan

Gaddo mein rui nahi
Akhen ye soyi nahi
Fhir bhi kyu milta h dil ko aram

Zamana h sota nahi
Ab tarasta maan h yaha paise ko dekhke
paise h lagte bhot yaha aur kitna bhi kharch dun kam hi lagega
Ye meri kalpana mein jeeta rahuga aur tu dekhta. Rahe ga
Itna toh kamau ek din ki pani ki jagah pe paisa bahega
Paise ka hoga pahad aur sath ke sab paisa battega
Paltuga kaya mein khudki dekh tu bhi mere ek ishare pe jhukega. Dharti

Kahaniyo se bade h kisse bata de kisse
Jalti h teri vo aag
Kre do hisse baate the jiss se legya vo pura ka pura saman
Ab dooba mein gum mein hua gumsum mein
Rehta hun chup aur raha nahi naam

DG



Credits
Writer(s): Dhruv Goel
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link