Noor

Tuje rakhun mehfooz duniyaaa se door
Nakhre tere hai mujhko qubool

Bas teri hi raahen chunu
Teri hassi, hai mera ghuroor

Teri aankhe jaise noor
Meri raaten befizul
Tu sitaron si dur
Tu kahaniyon ki hoor

Teri aankhe jaise noor
Meri raaten befizul
Tu sitaron se dur
Tu kahaniyon hoor

Tu kahaniyo ki hoor asmani
Zameen pe bhi chale teri manmani
Tu jachti sath mere aise jaise mere
Badan pe ho koi suit armani

Karvani he teri baat mere kalam se
Tere bare likh ke woh bhi he deewani
Azmani hai kismat tere sath
Vaada khuda se nahi mangunga
Kuch tere baad

Teri aankhe jaise noor
Meri raaten befizul
Tu sitaron se dur
Tu kahaniyon hoor

Teri aankhe jaise noor
Meri raaten befizul
Tu sitaron se dur
Tu kahaniyon hoor

Nayaab tuje bazaron mai rakhte nahi
Tarif karke teri shayar bhi thakte nahi
Waqt Bewaqt aate rehte muje
Tere yeh khayal paband waqt ke nahi

Joh Zulfen khule woh jaan pe ban aaye
Chuke badan uska mere haath kapkapaye
Pighal raha he chand wanha usko dekh aur
Thandi saanse bharke woh yanha aag ko jamaye

Tuje rakhun mehfooz duniyaaa se door
Nakhre tere hai mujhko qubool

Bas teri hi raahen chunu
Teri hassi, hai mera ghuroor

Teri aankhe jaise noor
Meri raaten befizul
Tu sitaron si dur
Tu kahaniyon ki hoor

Teri aankhe jaise noor
Meri raaten befizul
Tu sitaron se dur
Tu kahaniyon hoor



Credits
Writer(s): Charan, Munawar Faruqui
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link