Dagaabaaz

Ab toh mai Dekhu sabki zindagi hi esehi (esehi)
Yeh zindagi mai hote saare log matlabi (matlabi)
Han maine keh di yeh baat kafi bar Hai
Daga ki mehfilo mai bik raha yeh pyaar hai (pyaar hai)

Yaha yeh log meri saason bhi jal rahe hai
Sab ki gawahi mere panne hi toh Sun rahe hai
Kesa khuda yeh dhokebazo ko hi maafi de de
Aur joh hai toot te voh khoojte jawab hai

Kya tujhe cheen loun
Ya tujhe mar doun
Kya tujhe jeene doun
Kese sukoon loun
Mujhe tum rook lo
Mujhe na jaane do
Mere yeh sir pe toh
Khoon sawar ho
Na tujhe jeene doun
Har jagah mai hi houn
Haan teri galtiya
Karna qabool tu
Na kare tu yeh toh
Mai tujhe mar do
Na tujhe jeene doun
Mai tujhe cheen loun

Kese mai jaane doun voh aakho mai hi dekh ke
Kehti mujhse jhoot hai (kehti mujhse jhoot hai)
Mai kehdu usse kya kiya hai tune
toh fir kehti kya tera saboot hai (kya tera saboot hai)
Mai bhi na dekhu uski aakho mai
Voh jabse hone lagi dagaabaaz hai (dhokebaaz voh)
Hai man liya joh hai hojate kareeb
Unka bachta na imaan hai (thoda sa imaan hai)

Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr)
Likhte gaane tabhi likhte gaane tabhi hai (yuh)
Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr)
Likhte tabhi gaane likhte gaane tabhi hai (yuh)
Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr)
Likhte gaane tabhi likhte gaane tabhi hai (yuh)
Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr)
Likhte tabhi gaane likhte gaane tabhi hai (yuh)

Had to write this song yaar
Because alwa- she always wanted ma to write a song on her
Theek hai?
Toh mereko 15 likhne padh gaye pata hai

Bewafa hai ashiqi
Hai nakli teri saadgi
Ab beth ke mai soochta
Kyu saasein tere pas li
Yeh sazishon raani tu
Hai jhooti teri kasme bhi
Jab mere saath hai toh uski baahon mai kyu sooti tu
Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (brr)
Adatein farebiyo ki leke bethi na (yuh)
Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (brr)
Adatein farebiyo ki leke bethi na (yuh)

Jab kaatu teri nase
Toh yeh chaku ho rangeen hi
Voh raqt tere jaisa
Badle rang hi toh har ghadi
Guroor is baat ka
Ki likh raha houn gaane joh
Voh kehde saare sach bhi
Tu dar rahi akele hi
Yeh jaane anjaane mai hai Kardi tune galti
Honge kafi ashiq par na hoga mere jaisa bhi
Kagaz bhi hai mere voh toh has rahe hai tujhpe hi
Itne sab ke baad bhi tu bholi ese ban rahi

Na mai maanu teri na mai maanu teri haan
Adatein farebiyo ke leke bethe na
Na mai maanu teri na mai maanu teri haan
Adatein farebiyo- Isko wapis suna isko beat ke saath suna
Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (Brr)
Adatein farebiyo ke leke bethe na (yuh)
Dhokebaaz hai tu teri dagabaziyan (brr)
Kholdu mai saare tere raaz yaha (Yuh)
Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (yuh)
Adatein farebiyo ke leke bethe na (Leke bethe hai)
Dhokebaaz hai tu teri dagabaziyan (yuh)
Kholdu mai saare tere raaz yaha (Yaha)
Raaz yaha raaz yaha
Kholdu mai saare tere raaz yaha
raaz yaha raaz yaha
Kholdu mai saare tere raaz yaha
Jaane de



Credits
Writer(s): Mihir Sawlani, Neelesh Paradkar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link