Crises to Air

Dooriyan ye teri
Tere safar se judi hain
Baatein ye meri
Kaise sochoon sahi hain

Ek raasta hai
Aankhon mein dikhta
Khuda ka manzar
Pareshaniyon se bhra ye samundar

Teri sanson se
Jhukti hain ye
Khushiyon ki behti barsatein

Hai darr na koi
Tere milne ka
Jazbaat khoye hain

Manzilon ko tarashte
Dhoonta hoon ye raaste
Likhi huyi kitaab se
Badlon ke taap se

Ye jagah hai ajeeb si
Badlon ke par
Dharti ke uss par
Meri kahani hai ansuni

Kush iraade hain
Jaagti raatein hain
Teri muskuratein hain
Meri ummedein hain

Iss baat ka hai ye
Saroor mujhe
Chand kehta nahi
Sooraj ko teri fikar nahi

Soya hoon main
Inn panshiyon ki awaaz se
Bhaagtan hoon iss duniya ke raaste
Khali rehta hoon
Khuda ke vaaste

Dooriyan ye teri
Tere safar se Judi hain
Baatein ye meri
Kaise sochoon sahi hain
Kaise sochoon sahi hain

Teri fikar hai jise
Aisi ye khwaishein
Tooti hain
Waadon ki imaartein

Kehta nahi main
Duniya ki ye baatein
Khubsurati dekhi nahi
Shuruatein kabhi samjhi nahi

Teri duyein hain
Meri takleefien khatam hain
Koi janoon hai
Tujhse mila ye sakoon hai

Dariya ye fakeer hai
Zindagi ki ek neeb hai
Kudrat ki rahtein hain
Khali ye nakamiyan hain

Boondon se bhari
Meri ye nazdikiyan
Kehti hain khuda se
Tujhpe main kurbaan hoon

Ye anant se khatam hai
Baaton ka safar
Inn lehron se

Dekhi hain guzarishein
Sanse kam hain
Koi raaz hai iss takleef se

Dooriyan ye teri
Tere safar se judi hain
Baatein ye meri
Kaise sochoon sahi hain

Ye anant se khatam hai
Baaton ka safar
Inn lehron se

Dekhi hain guzarishein
Sanse kam hain
Koi raaz hai iss takleef se

Dooriyan ye teri
Tere safar se judi hain
Baatein ye meri
Kaise sochoon sahi hain
Kaise sochoon sahi hain



Credits
Writer(s): Naman Guleria
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link