2789
"One last try"
"I'm giving life one last try"
"Of course if you're listening to this"
"I failed"
Har din mai krta yeh dua
Tham jaye meri yeh saansein
Kab meri tasveer banegi
Tum sab ke liye yaad ek
Har raat mai karta duaa
Ki ajj hoon jaha
Agli subha na rahu waha
Maut se mai darta nahi
Faltu me mai jhagarta nahi
Nafrat karta tum sab se
Mujhe ni chahiye koi sympathy
Khud se he karne laga nafrat
Janaza mere sir pe rehta har waqt
Farak nahi padhta bhale samjho galat
Samjho galat
Hojaunga swaalo se azaad
Yaad kroge ki ek ladka woh tha
Dekhte te the sab mujhko haan
Par ghar uska na kisko pata
(Haan)
Ghar uska na kisko pata
(Haan)
Waqt bacha hai kam
Bhar na paare hai zakham
Khatam karna yeh safar
Pa ni raha aur chal
Ghum ke sagar me
Kashti doobti jaa rahi
Bachna chahta mai
Par mujhe saans ni aa rahi
Mai doobta jaara
Mujhe saans ni aa rahi
Mujhe samaj ni aa rahi
Mujhe saans ni-
Maafi maangta sabse
Agar kal ko na raha
Chinta thi mujhe tum sabki
Par mujhse aur na ho paara
Na acha ek dost ban paaya
Na mujhe pyaar koi kar paaya
Aisa mujhe rabb ne kyu banaya
Banaya
Door jana chahta mai sabse
Chord kar apna mai ghar yeh baar
Mujhe ni hai kisi ki ab parwah
Dil me jo hai raha hoon mai gaa
(Raha hoon mai gaa)
(Raha hoon mai gaa)
Chal raha kisi raaste pe ab
Par manzil kho chuka hoon mai ab
Andhere me betha kahi
Khod raha hoon apni kabar
"I'm giving life one last try"
"Of course if you're listening to this"
"I failed"
Har din mai krta yeh dua
Tham jaye meri yeh saansein
Kab meri tasveer banegi
Tum sab ke liye yaad ek
Har raat mai karta duaa
Ki ajj hoon jaha
Agli subha na rahu waha
Maut se mai darta nahi
Faltu me mai jhagarta nahi
Nafrat karta tum sab se
Mujhe ni chahiye koi sympathy
Khud se he karne laga nafrat
Janaza mere sir pe rehta har waqt
Farak nahi padhta bhale samjho galat
Samjho galat
Hojaunga swaalo se azaad
Yaad kroge ki ek ladka woh tha
Dekhte te the sab mujhko haan
Par ghar uska na kisko pata
(Haan)
Ghar uska na kisko pata
(Haan)
Waqt bacha hai kam
Bhar na paare hai zakham
Khatam karna yeh safar
Pa ni raha aur chal
Ghum ke sagar me
Kashti doobti jaa rahi
Bachna chahta mai
Par mujhe saans ni aa rahi
Mai doobta jaara
Mujhe saans ni aa rahi
Mujhe samaj ni aa rahi
Mujhe saans ni-
Maafi maangta sabse
Agar kal ko na raha
Chinta thi mujhe tum sabki
Par mujhse aur na ho paara
Na acha ek dost ban paaya
Na mujhe pyaar koi kar paaya
Aisa mujhe rabb ne kyu banaya
Banaya
Door jana chahta mai sabse
Chord kar apna mai ghar yeh baar
Mujhe ni hai kisi ki ab parwah
Dil me jo hai raha hoon mai gaa
(Raha hoon mai gaa)
(Raha hoon mai gaa)
Chal raha kisi raaste pe ab
Par manzil kho chuka hoon mai ab
Andhere me betha kahi
Khod raha hoon apni kabar
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.