Gunaah
Main Kaagaz Ki Kashti Mein Betha
Mohobbat Ki Samandar Mujhko Bulati Hai
Khushiyo Ki Leher Si Lagti Jab Dekha
Par Barbaadi Ki Tu Tsunami Hai
Ye Laila Ye Majnu Ye Raanjha Ye Heer
Inke Baare Mein Suna Hai
Par Har Jagah Nafrat Ki Bheed
Iss Duniya Mein Pyaar Karna Bhi Ek Gunaah Hai(×2)
Aaj Kal Rehta Hu Bada Khamosh
Par Chahta Hu Sab Kuch Gaa Du
Jo Bhi Likha Hai Maine Inn Panno Pe
Ek Bar Mein Hi Sab Aaj Gaa Du
Tu Mere Sath Nahi Hai
Lekin Dil Ke Paas Hi Hai
Tu Hai Bohot Kamniya
Par Dil Bhi To Tera Hona Saaf Chahiye
Tu Kahan Hai Tera Pata Bhi Nahi Hai
Aur Milne Ki Tujhse Raza Bhi Nahi Hai
Socha Mita Dunga Teri Unn Yaadon Ko
Par Bhulana Tujhe Aasaan Bhi Nahi Hai
Tu Dawa Thi Ab Saza Ban Gayi Hai
Tera Pyaar Mere Liye Ek Vyatha Ban Gayi Hai
Mujhe Chhod Ke Laga Tujhe Bala Tal Gayi Hai
Par Ye Insaaf Nahi Sara Sar Nahi Hai
Mere Pyaar Ka Ehsaas Hota To
Tu Banti Na Kabhi Ehsaan Faramosh
Kuch Nahi Duniya Mein Pyaar Se Bada
Ab Na Tujhe Koi Gum Na Hi Afsos
Chal Khush Reh Tu
Paise Ke Nashe Mein Hi Dhut Reh Tu
Aur Besharmi Ki Saari Hadein Kari Paar Tu Ne
To Main Bhi Kyu Jana Ab Chup Bethu
Iss Dard Ko Beaton Pe Gaane Lage
Tere Pichhe Hum Bhi Deewane Bane
Tujhe Hosh Nahi Kitna The Chahte Tujhe
Tere Dhoke Pe Dhoka Hum Khaate Rahe
Ye Badal Bhi Kaale Garajne Lage
Aur Aankhein Bhi Ye Barsane Lage
Wo Humse Hamara Sab Le Gaye
Aur Badle Mein Humko Zakham De Gaye
Main Kaagaz Ki Kashti Mein Betha
Mohobbat Ki Samandar Mujhko Bulati Hai
Khushiyo Ki Leher Si Lagti Jab Dekha
Par Barbaadi Ki Tu Tsunami Hai
Ye Laila Ye Majnu Ye Raanjha Ye Heer
Inke Baare Mein Suna Hai
Par Har Jagah Nafrat Ki Bheed
Iss Duniya Mein Pyaar Karna Bhi Ek Gunaah Hai(×2)
Mohobbat Ki Samandar Mujhko Bulati Hai
Khushiyo Ki Leher Si Lagti Jab Dekha
Par Barbaadi Ki Tu Tsunami Hai
Ye Laila Ye Majnu Ye Raanjha Ye Heer
Inke Baare Mein Suna Hai
Par Har Jagah Nafrat Ki Bheed
Iss Duniya Mein Pyaar Karna Bhi Ek Gunaah Hai(×2)
Aaj Kal Rehta Hu Bada Khamosh
Par Chahta Hu Sab Kuch Gaa Du
Jo Bhi Likha Hai Maine Inn Panno Pe
Ek Bar Mein Hi Sab Aaj Gaa Du
Tu Mere Sath Nahi Hai
Lekin Dil Ke Paas Hi Hai
Tu Hai Bohot Kamniya
Par Dil Bhi To Tera Hona Saaf Chahiye
Tu Kahan Hai Tera Pata Bhi Nahi Hai
Aur Milne Ki Tujhse Raza Bhi Nahi Hai
Socha Mita Dunga Teri Unn Yaadon Ko
Par Bhulana Tujhe Aasaan Bhi Nahi Hai
Tu Dawa Thi Ab Saza Ban Gayi Hai
Tera Pyaar Mere Liye Ek Vyatha Ban Gayi Hai
Mujhe Chhod Ke Laga Tujhe Bala Tal Gayi Hai
Par Ye Insaaf Nahi Sara Sar Nahi Hai
Mere Pyaar Ka Ehsaas Hota To
Tu Banti Na Kabhi Ehsaan Faramosh
Kuch Nahi Duniya Mein Pyaar Se Bada
Ab Na Tujhe Koi Gum Na Hi Afsos
Chal Khush Reh Tu
Paise Ke Nashe Mein Hi Dhut Reh Tu
Aur Besharmi Ki Saari Hadein Kari Paar Tu Ne
To Main Bhi Kyu Jana Ab Chup Bethu
Iss Dard Ko Beaton Pe Gaane Lage
Tere Pichhe Hum Bhi Deewane Bane
Tujhe Hosh Nahi Kitna The Chahte Tujhe
Tere Dhoke Pe Dhoka Hum Khaate Rahe
Ye Badal Bhi Kaale Garajne Lage
Aur Aankhein Bhi Ye Barsane Lage
Wo Humse Hamara Sab Le Gaye
Aur Badle Mein Humko Zakham De Gaye
Main Kaagaz Ki Kashti Mein Betha
Mohobbat Ki Samandar Mujhko Bulati Hai
Khushiyo Ki Leher Si Lagti Jab Dekha
Par Barbaadi Ki Tu Tsunami Hai
Ye Laila Ye Majnu Ye Raanjha Ye Heer
Inke Baare Mein Suna Hai
Par Har Jagah Nafrat Ki Bheed
Iss Duniya Mein Pyaar Karna Bhi Ek Gunaah Hai(×2)
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.