Tu Sukoon (feat. Naqab)
Tu sukoon
Tu junoon
Tu sukoon
Tu junoon
Lo aa gaya main haazir hoon
Main khud hi apna qaatil hoon
Main jo bhi tha ab mar mita
Main naya shakhs mujhe kya pata
Main kaun hoon
Main kaun hoon
Main is tarah se jaa fansaa duniya ne daala tha fandaa
Fanstaa gaya zyada gehra duniya hansi
Mujhse puchha main kaun hoon
Main kaun hoon
Khud se kabhi na mil saka
Dhundha khud ko maine har jagah
Is dard ka hai marz kya
Is dard mein bhi harz kya
Main kya karoon
Main kya karoon
Na mila tu
Na mila tu
Kahan gaya na dikha tu
Cheekha bahut na suna kyun
Tu hi bata mein kya karoon
Mein kya karoon
Mein kya karoon
Tu sukoon
Tu junoon
Aas paas
Har taraf
Tu nazar
Na aaya kyu
Itni si baat hai hai
Tu mere paas hai
Khone ki baat kya
Tujhse hi saans hai
Jo kho diya tujhe
Marr jayega jism bhi
Rooh ka sawaal kya
Vo tere paas hai
Dekh liya maine har taraf
Par kahi bhi na mila tu
Is shakhs ko sukoon de
Hai ab bhi koi gila kyu
Main mila hu jis shakhs se
Us shakhs se na mila tu
Milna tujhe jis shakhs se
Aa jaa tujhe main mila du
Silsila kyu ban gaya tu
Gumsum sa mein ban gaya kyu
Na paas mere dil bacha
Bas jism hai vo bhi bina rooh
Main gawaah hoon taqdeer ka
Meri qismaton ko panaah du
Jo lakeerin tujhko gum de
Laa hath de unhe mita du
Main judaa hoon meri mitti se
Par khud se ab bhi judaa hu
Main gir gaya
Main gir gaya
Khud se sawaal bas yeh karu
Ki main gira kyu main gira kyu
Ab kya karu gir gaya hu
Uth na saku aaja utha
Is duniya se darr gaya hu
Marr gaya hu main andar se
Poochhe khuda saale mara kyu
Ab kya kahu mujhe kya pata
Mere rabb ko mein kya jawaab du
Marr gaya hoon
Marr gaya hoon
Main kuch bhi ab na kar sakoon
Main gaya kyu main gaya kyu
Main gaya kyu main gaya kyu
Tu sukoon
Tu junoon
Tu sukoon
Tu junoon
Tu junoon
Tu sukoon
Tu junoon
Lo aa gaya main haazir hoon
Main khud hi apna qaatil hoon
Main jo bhi tha ab mar mita
Main naya shakhs mujhe kya pata
Main kaun hoon
Main kaun hoon
Main is tarah se jaa fansaa duniya ne daala tha fandaa
Fanstaa gaya zyada gehra duniya hansi
Mujhse puchha main kaun hoon
Main kaun hoon
Khud se kabhi na mil saka
Dhundha khud ko maine har jagah
Is dard ka hai marz kya
Is dard mein bhi harz kya
Main kya karoon
Main kya karoon
Na mila tu
Na mila tu
Kahan gaya na dikha tu
Cheekha bahut na suna kyun
Tu hi bata mein kya karoon
Mein kya karoon
Mein kya karoon
Tu sukoon
Tu junoon
Aas paas
Har taraf
Tu nazar
Na aaya kyu
Itni si baat hai hai
Tu mere paas hai
Khone ki baat kya
Tujhse hi saans hai
Jo kho diya tujhe
Marr jayega jism bhi
Rooh ka sawaal kya
Vo tere paas hai
Dekh liya maine har taraf
Par kahi bhi na mila tu
Is shakhs ko sukoon de
Hai ab bhi koi gila kyu
Main mila hu jis shakhs se
Us shakhs se na mila tu
Milna tujhe jis shakhs se
Aa jaa tujhe main mila du
Silsila kyu ban gaya tu
Gumsum sa mein ban gaya kyu
Na paas mere dil bacha
Bas jism hai vo bhi bina rooh
Main gawaah hoon taqdeer ka
Meri qismaton ko panaah du
Jo lakeerin tujhko gum de
Laa hath de unhe mita du
Main judaa hoon meri mitti se
Par khud se ab bhi judaa hu
Main gir gaya
Main gir gaya
Khud se sawaal bas yeh karu
Ki main gira kyu main gira kyu
Ab kya karu gir gaya hu
Uth na saku aaja utha
Is duniya se darr gaya hu
Marr gaya hu main andar se
Poochhe khuda saale mara kyu
Ab kya kahu mujhe kya pata
Mere rabb ko mein kya jawaab du
Marr gaya hoon
Marr gaya hoon
Main kuch bhi ab na kar sakoon
Main gaya kyu main gaya kyu
Main gaya kyu main gaya kyu
Tu sukoon
Tu junoon
Tu sukoon
Tu junoon
Credits
Writer(s): Shivam Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.