Haan Nahi Hai (feat. Naqab)
Mila tha tujhse anjaane mein
Maalum na tha hogi ek din sirhaane pe
Sehlaake baalon ko mere yu palkein bichhake
Tu rakh legi aankhon pe
Dena na chhod ke jaane ki dhamkiyaan
Mujhko tu bhool ke bilkul bhi
Saans na chhodunga meri na degi tu
Jab tak ye haath mere haathon mein
Bas teri haan nahi hai
Haan nahi hai haan nahi hai haan nahi hai
Teri to haan nahi hai haan nahi hai haan nahi haan nahi hai
Mujhe pata hai khafa hai mukaddar par teri khata nahi hai
Bas teri haan nahi hai haan nahi hai haan nahi hai
Haan nahi hai haan nahi hai haan nahi hai
Aja chalein apni duniya mein kahi
Bas yeh na kehna aage hoga tu nahi
Bas darr to is baat ka hai ke nazar na lage hume kabhi bhi kisi ki
Safar to bas raat ka hai din mein khilegi dhoop aur jee lenge zindagi
Apni to aadat kharab jo hum sunte bas dil ki fir sunte na kisi ki
Ye teri aankhein nasheeli nasha inka qaatil sharaab lage feeki si
Baat baat pe jo saans bhare dheeme se
Tu paas mere hoton pe aur bole
Mujhe door rakhon noton se
Mein ladki esi vaisi nahi
Jo rishta kare saudon se
Aur deke 100-200 rupaye
Hisaab kare auron se
Mujhe pata teri baat mein hai dum
Inta khaas ye ehsaas mere sath
Hai sadaa aur ye pyaas jaisi aas
Hai garam jo lagaaye man mein aag
Besharam mera dil kare raas
Haq se kaha tune ho gayi mein teri
Us din se baatein bhi ho gayi akeli
Beeta ye waqt bhi ab mujhse kahe ki
khushiyaan tu lele manaa nahi hai

Credits
Writer(s): Wi Me
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.