Baksa
Dil kay is baksay mein khazana hai gadha
Koi na janay is mein kya hai bhara
In maujoun se ye kese lada
Tha tanha ab bhi akele khada
In maujon se
In maujon se
Mere dil kay paas zara
Koi hai udaas zara
Jhaankay to jese lagay marz mein koi mubtila hai zara
Kar intizar zara
Suni phir pukaar zara
Bahar aakay dekha is aas mein k koi bhala hai khada
Kisi band jaga ki tarah
Haalat e jang mein tootay makaan ki tarha
Jhaday jese pattay ped se khizaan ki tarah
Kaatnay ko dorray mujhe dar o deewar ki tarah
Chori chupay ghusay whem o gumaan ki tarah
Karay manzar kashi badaltay samaan ki tarah
Haq zaban ki tarah
Ek jaza ki tarah
Kheenchay apni taraf jese azaan ki tarah
Woooo
In maujon se
Woooo
In umeedon k saharay
Dard k pal jo thay guzaray
Ek aas ban kar rahi
Hmmmmm, Hoooooooo
Dil kay is baksay mein khazana hai gadha
Koi na janay is mein kya hai bhara
In maujoun se ye kese lada
Tha tanha ab bhi akele khada
In maujoon se

Wooooooohhhh

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Tera Hubahu - Single
- Hum Khudgharz
- Heelay Bahanay
- Hum Khudgharz - Single
- Hum Khudgharz (Intro)
- Kurbaan Hua / Alfazon Ki Tarah / Bulleya (Medley)
- Sawarey / Gaey Tum / Choo Lo / Beete Lamhe / Mausam (Medley)
- Aati Kya Khandala / Excuse Me / Lift Karadey / Aksa Beach / Kabhi Nahin (Medley) [Live]
- Waqt Ki Baatein
- Mera Pyar / Dupatta / Keh Dena / Zaalim Nazron Se / Ankhiyan / In Se Nain / Tere Naal Dil / Tanhai (Medley)
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.