Yun Hum Mileyn
All too well, whenever
Whenever I hear you breathe
All too well, whenever
Whenever our eyes meet
Jab se mere is chotay se dil ko tu mila
Kis marz mein hogya hai ye mubtila?
Jese choo k gayi ho khushi ki ek leher
Kyun mein udne laga hun hawaaon mein bhala?
Kaash mil jaye wo mujhe
Ab duaaon mein shamil hai wo saath ghoomoun mein uskay ye sara jahaan
Bas khayalon mein dooba rahoon
Behtay jharnay houn, manzar ho, tanhai ho aur bas youn ho saath tera
Yun Hum Mileyn
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
Hay ay ay ay
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
In darakhton pe bethay parinday mujh se kahein
Gunn ye hain kis haseena k jo tu gaa raha?
Kya bataon mein kho betha manzil uskay liye
Haan bhatakta sahi phir bhi chalta ja raha
Raastay jo ye, tujhse na mileyn
Aesi manzilon ka kya mein karoon?
Tu bata de woh gali, ya aesa raasta
Jis pe chal mein, haan paa loun tujhe
Socho qismat mera saath de
Wo bhi mujhko yun chahay, koi jaadu chalay, humaray sitaray mileyn
Aur uski bhi ho ye sada
Behtay jharnay houn, manzar ho, tanhai ho aur bas youn ho saath tera
Yun Hum Mileyn
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
Hay ay ay ay
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
Hay ay ay ay
To ban jayen ye silsilay
Hay ay ay ay
To mit jayen ye faaslay
All too well, whenever
Whenever I hear you breathe
All too well, whenever
Whenever our eyes meet
Whenever I hear you breathe
All too well, whenever
Whenever our eyes meet
Jab se mere is chotay se dil ko tu mila
Kis marz mein hogya hai ye mubtila?
Jese choo k gayi ho khushi ki ek leher
Kyun mein udne laga hun hawaaon mein bhala?
Kaash mil jaye wo mujhe
Ab duaaon mein shamil hai wo saath ghoomoun mein uskay ye sara jahaan
Bas khayalon mein dooba rahoon
Behtay jharnay houn, manzar ho, tanhai ho aur bas youn ho saath tera
Yun Hum Mileyn
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
Hay ay ay ay
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
In darakhton pe bethay parinday mujh se kahein
Gunn ye hain kis haseena k jo tu gaa raha?
Kya bataon mein kho betha manzil uskay liye
Haan bhatakta sahi phir bhi chalta ja raha
Raastay jo ye, tujhse na mileyn
Aesi manzilon ka kya mein karoon?
Tu bata de woh gali, ya aesa raasta
Jis pe chal mein, haan paa loun tujhe
Socho qismat mera saath de
Wo bhi mujhko yun chahay, koi jaadu chalay, humaray sitaray mileyn
Aur uski bhi ho ye sada
Behtay jharnay houn, manzar ho, tanhai ho aur bas youn ho saath tera
Yun Hum Mileyn
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
Hay ay ay ay
To ban jayen ye silsilay
Yun Hum Mileyn
To mit jayen ye faaslay
Hay ay ay ay
To ban jayen ye silsilay
Hay ay ay ay
To mit jayen ye faaslay
All too well, whenever
Whenever I hear you breathe
All too well, whenever
Whenever our eyes meet
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Tera Hubahu - Single
- Hum Khudgharz
- Heelay Bahanay
- Hum Khudgharz - Single
- Hum Khudgharz (Intro)
- Kurbaan Hua / Alfazon Ki Tarah / Bulleya (Medley)
- Sawarey / Gaey Tum / Choo Lo / Beete Lamhe / Mausam (Medley)
- Aati Kya Khandala / Excuse Me / Lift Karadey / Aksa Beach / Kabhi Nahin (Medley) [Live]
- Waqt Ki Baatein
- Mera Pyar / Dupatta / Keh Dena / Zaalim Nazron Se / Ankhiyan / In Se Nain / Tere Naal Dil / Tanhai (Medley)
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.