Tatted Fefde
Jagah shady hu mai trip Me
Chaiye spliff aur Sangeet ek nashady
Mere peeche mai peeche nashe ke
So faded mere fefde tatted mere peeche
Aa Gaye thulle meri jeb me tha (kya)
(VERSE)
Jeb me tha packet
Fek sakte thhe par
Dost saare addict
Chaar log baithe
Do ko hai na hosh
Teesra kehta have it
Ek chalara gaadi hora
Wardi dekh ke panic
Badle spot par na habbit
Badle aadat na aasani se
Hai dikhti mere chehre pe
Mere halat ki manmani hai
Sab kehte kuch na
Kuch par hum hai
Ghumte ekdam bhaire se
Na range haath pakad mere nange
Haath pakad
Na de mujhe umeed
Ki mai jaunga sudhar
Hume bhi na maalum
Hume jana hai kidhar
Bani sahara meri sadke
Aur ye masle aur
Hai maslo ka ye
Ghar mera bheja toh ab
Bhasm barbaadi ka bhi jashn
Na jachti hai ye duniya
Banali ek alag
Le aankhon se parakh
Mere kapde maare Bhapka
Dikhave ki is duniya se mai katt Chuka hoon kabka
Meri buddhi mera karza
Shikayato ki bachi na is zehen me koi
Jagah
(VERSE)
Mere bachpan me bhi bachpana tha kam
Ghada paapo ka chalakta
Jaana ghar tha par parko me bhatka
Fasaad ki mai jad nikle roz nayi tehni
Hoodie saleti pehni
Dhua dhua bhi ni lagta
Kash tike labo pe iss kadar dua ki na thi Jagah
Peeche kuaa aage khaai thi
Mai dono taraf kooda
Phuka
Subah sham ghuma bhuka bina kuch
Mansube liye dooba Daldal
Awargi na halchal hai na hal
Raashi tulla par na santulan
Zindagi me bhukte meri chaati
Mai khada apne bahar
Mujhe bhitar se koi jhake
Dehleez pe tha hosh ki par band mile Darwaze
Dhundo dawa mere marz ki
Mujhko karne Wale ghaayal hai
Azeez hu mai rakhtbeej
Laga jaega badal kabhi
Kadar na ki waqt ki
Aur ab khud hi ko na
De saku mai badalne ka waqt
Highest in the room
Nahi hai utarne ka mann
Teri tutan ke charam
Se Mera din shuru
Hath me chillum aur
Aankhein bhand
Ghusta Ghar me
Churake nazre to puche mujh se
(HOOK)
Jagah shady hu mai trip me
Chaiye spliff aur Sangeet ek nasha
Mere peeche mai peeche nashe ke
So faded mere fefde tatted mere peeche
Aagaye thulle meri jeb me tha
Chaiye spliff aur Sangeet ek nashady
Mere peeche mai peeche nashe ke
So faded mere fefde tatted mere peeche
Aa Gaye thulle meri jeb me tha (kya)
(VERSE)
Jeb me tha packet
Fek sakte thhe par
Dost saare addict
Chaar log baithe
Do ko hai na hosh
Teesra kehta have it
Ek chalara gaadi hora
Wardi dekh ke panic
Badle spot par na habbit
Badle aadat na aasani se
Hai dikhti mere chehre pe
Mere halat ki manmani hai
Sab kehte kuch na
Kuch par hum hai
Ghumte ekdam bhaire se
Na range haath pakad mere nange
Haath pakad
Na de mujhe umeed
Ki mai jaunga sudhar
Hume bhi na maalum
Hume jana hai kidhar
Bani sahara meri sadke
Aur ye masle aur
Hai maslo ka ye
Ghar mera bheja toh ab
Bhasm barbaadi ka bhi jashn
Na jachti hai ye duniya
Banali ek alag
Le aankhon se parakh
Mere kapde maare Bhapka
Dikhave ki is duniya se mai katt Chuka hoon kabka
Meri buddhi mera karza
Shikayato ki bachi na is zehen me koi
Jagah
(VERSE)
Mere bachpan me bhi bachpana tha kam
Ghada paapo ka chalakta
Jaana ghar tha par parko me bhatka
Fasaad ki mai jad nikle roz nayi tehni
Hoodie saleti pehni
Dhua dhua bhi ni lagta
Kash tike labo pe iss kadar dua ki na thi Jagah
Peeche kuaa aage khaai thi
Mai dono taraf kooda
Phuka
Subah sham ghuma bhuka bina kuch
Mansube liye dooba Daldal
Awargi na halchal hai na hal
Raashi tulla par na santulan
Zindagi me bhukte meri chaati
Mai khada apne bahar
Mujhe bhitar se koi jhake
Dehleez pe tha hosh ki par band mile Darwaze
Dhundo dawa mere marz ki
Mujhko karne Wale ghaayal hai
Azeez hu mai rakhtbeej
Laga jaega badal kabhi
Kadar na ki waqt ki
Aur ab khud hi ko na
De saku mai badalne ka waqt
Highest in the room
Nahi hai utarne ka mann
Teri tutan ke charam
Se Mera din shuru
Hath me chillum aur
Aankhein bhand
Ghusta Ghar me
Churake nazre to puche mujh se
(HOOK)
Jagah shady hu mai trip me
Chaiye spliff aur Sangeet ek nasha
Mere peeche mai peeche nashe ke
So faded mere fefde tatted mere peeche
Aagaye thulle meri jeb me tha
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.